forex ko Schools,colleges main As A subject honaa chahiyee

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    No Jnab myry khayal sy school mai 9th and 10th mai math mai or colleges mai accounts mai is buissness ko hona chahyay taky study ky bad student ya in study koi bhi student yay buissness kr sky.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ji sir aap ny acha pucha hai forex ak online business knowledge hai aur is kay liye b.com main sub khuch hota hain es liye aap sy es business main b.com kar kay aye other wise business main work kar ksty hai liken apko us ky liye aap ko buht knowledge ki zarort hogi,.,.,.,.,.,.,.
      • #78 Collapse

        ha ye forex ka business tu bakaeda foreign mai parhaya jat ahai aur yaha pe es ki kafi mang ho rahi hai but kuch loog es ko nahe kar chhaty hai
        • #79 Collapse

          sG han bilkull hona chahye kyo k is tarah ap school ya college main study k sath forex ki learning bhi easly kr sakty hn is tarah ap ka school ya college ka knowledge bhi improve ho ga or ap trading main expert ho jai gy...
          • #80 Collapse

            mere khyal se forex ko only collage unversity ka subject hona chahye schools ka nhi kun school life main agar pesy kamny ki lat lag jay to bht problem paida hogi or bht sary school student kharab hosakty h lekin colleges or unversity k liye best h kun clg uni main expenses b ziada hoty hain or student forex k zirya acha earn karsakty
            • #81 Collapse

              asalam o alaikum dear friend pakistan forex forum ek bohot acha bussines hai is k bare me har studen ko pata hona chahiye t k wo is pr kam kar k knowledge hasil kare or apna school ka kharcha khud kare .
              • #82 Collapse

                Han hamain apni future generation ko isko seekhana chahye is say na sirf hamari generation mazboot ho GI unko rozgar milay ga in fact hmari apni economy strong ho gi
                • #83 Collapse

                  hna ji agar aesa ho jaye to pakistan ki economy bhi kahna se kahan pohanch sakti hai or stock exchange se bhi zada is me kamaya ja sakta hai brother i think ke forex me bhai ham ko kam karna chahiye takey ham zada se zada yahan se kama saken .
                  • #84 Collapse

                    Dear ap kehty right ho forex ki education school collegses uni ma zarori dyni chaya ta k zada sy zada log is sy benifit hasil kar k apny halat ko right kar saky.
                    • #85 Collapse

                      if in my opinion, the bigger the better perbandinganya money management or manajemne us our money, let's say 1: 2000 or 1: 3000 of capital we will be very safe.
                       
                      • #86 Collapse

                        main ap kis is baat say itfaq nahain kerta forex derasal aki stock market ka name hai and aik stock market k baray main koee subject ka hona ain ajeeb si baat ho gi.
                        • #87 Collapse

                          is waqt pakistan main forex trading colleges and university level tak training nai di jati hay but ye future ka business hay so i think kay agr is ki education schools main provide ki jaye to future main students ko earning karny main kisi problem ko face nai karna pary ga
                          • #88 Collapse

                            School mein to nahi hona chahiye lekin college mein aik subject zaroor hona chahiye ta ke jo log business subjects mein interested hoon woh isay study kar saken.
                            • #89 Collapse

                              brother forex tarding ko learn karnay k lia kasi school ke zrorat nai ha maray khyal.forex ko learn krnay k lia sub sy best teacher demo account ha agr ap demo py partices karain learn karin tu ap forex ko complet sek saktay Hn forex real m eak bhot accha business ha.us m tarding kar kar k acha earn kar saktay hn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g bilkul sahi kaha ap ne humre mulk pakistan main har school college main as a subjet parhana chaiye ta ke mulk tarki kar sake hor humre liye benfite bi ha is ke zariye hum apni zorort ki thing khud le sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X