forex ko Schools,colleges main As A subject honaa chahiyee

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex ak busienss he or ham isko agar samjte ehn toh ham chahte hen ke ham earning karen toh aese me agar yh colleges ya schools me ho toh boht sare bahce apni basic education ko chor den ge is lie me samjta hun ke isko higher level me add kar dena chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ge han bhi as a subject hona chahie kun ke i tra ham is ke bare main zyaad jan sakte hain or is main zyada achi tra kam kar sakte hain
      • #33 Collapse

        Money mangement ye hai k trading mai money invest karna lekin risk k level ko dekhte hue karna k apko zyada investment mai km profit na ho or risk ka level zyada na ho or apne capital ko kitna save karna zaruri hai or kitna invest karna.
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
          Dosto jaisaa k hum jantay hain K hamara pyara mulk pakistan is waqt mushkil door say guzaar rahaa hai,Aisay main Agar School,Colleges main Forex trading ko As A Subject parhayaa jaye tou pakistan buhaat Achay forex Traders pedaa kar Saktaa hai what Do you Say ??
          Agar main is mulk ka Prime minister ya Sirf minister for Finance hotaa tou main Forex trading ko mulk k konay konay main pohanchaa Detaa
          ji han mein ap[ki bat sy agree katta hun k forex ko school mein and collefge mein aik subject hona chhaye jahan py sab ko foex learn karwana chhaye\
          • #35 Collapse

            according to one source although another states the first time a currency pair were given as an option for U.S.A. traders to purchase was during 1982, with additional currencies available by the next year.........
            • #36 Collapse

              oh ni dear is ko subject mai ni hna chahiye is kai liaya sia hai kai forum he kafi hai jis sia hum is mai humain sari leanring ho jati hai or is mai achi khasi la=earning ho jati hai jis sa hmri achi eanring sai he achi gaing mki jai hai
              • #37 Collapse

                jee mery bhai main app ki baat se agree karta hon k forex ki classes be honey chahey lakin mery kheyal se school level pe nahi sirf collage level pe hony chahey
                • #38 Collapse

                  forex trading ki jaga hamen aj kal acounting parhai ja rahi hai lakin agr forex trading ka hi aik school or college open ho jaey to forex trading main trading karni easy ho jay gi or ham forex trading ko easyly samjh saken ga or is main kamyab ho jaen ga .
                  • #39 Collapse

                    dear forex itna b zayda mushkil nai ha ka is ka leya koi subject bana deya jay is leya is ko ap free time ma b sekh sakta ho ap is ma kafi kam waqt ma ak acha trader ban sakta ha or kafi zayda profit kama sakta ho.
                    • #40 Collapse

                      yeh forum hia na school ki tarah hia aur forex easy nahi hay yeh aik risky business hay aap forex say achi earning kar saktay ha but aap kay pass knowledge hona chayie otherwise aap forex say money made karnay mein bahot mushkil say kamiyab hongay .
                      • #41 Collapse

                        dear its not possible because har kisi ko interest business ma nahi hota na ho sakta hai kuch doctor engineer pilot army man bana chatay hain ur kuch log business to ham sab ko business karnay k liye force nahi kar saktay jis ka interest hota hy business ma wohi karta hy business i think ham sab ny 10th class ma physic pari hai par may be ham sab ma sy kuch log he scientist bnay ho gy to forex sab ko parhanay sy behtar hai sirf un ko he phraya jay jin ka business ma interest hy Pakistan ko serf business man ki zarurat nahi balkay pakistan ko sports players ur pilots ki b zaroorat hai...
                        • #42 Collapse

                          bhai jaan maray khayal main tu ye theek nai hai bcaz agar hum school level k bachoo ko forex parhana start kar day gay tu wo laalach main bhi par saktay hai jis ki waja say un ki twajaa study say hat jaye gi butt if college ya university level ki baat ki jaye tu ye kafi had tak behtar hu ga or maray nazdeek tu forex ko college or university level pe as a subject parhana chahye...
                          • #43 Collapse

                            ma ap ki baat sa agree karta ho par hmara student sa apni phala ka subject para naio jata ha or is ko wo kaha time da pay ga is leya is ko koi b accept karta ha forex ko ap parttime job ka tor par kara to ka ka leya kafi acha ha ap is sa kafi earn kar sakta ha.
                            • #44 Collapse

                              g han bilkul mein ap ki is bat say agree karta hun k forex ko schools,colleges main as a subject hona chahiye kyun k is say hamain economy k bary mein pta lagy ga jis say ham apni country k liye bohat kuch kar sakien gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                I am agree with you. I think that Forex is as a subject then every students are able to under stand the Forex market and start the Forex business.
                                Earn the money regular base.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X