Still trading after loss? Why

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Assalam O Alaikum, Loss bhi trading ka hissa hai aur bohat se log loss honay per trading ko hi chhor detay hain. Lekin loss aap ko ek new experience deta hai. Loss honay ke baad aap main trading ki skill ziada behtar ho jati hai. Future main aap apni mistakes se avoid kertay huey profit earn kertay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      loss k baad bhi ap kr sakty hain ye aik worldwide buiness hai is ko kahin bhi kiajksta hai is ko bahut ys loog apne home mein beth kr kr hay hain ye aik acha karobaar hai is ko kisi waqt bhikiaja skta hai
       
      • #78 Collapse

        Yes insta forex main bht he achay bonus account hain ap bht Tarah capital say acha profit earn kar sakty hain
         
        • #79 Collapse

          Yes insta forex main bht he achay bonus account hain ap bht Tarah capital say acha profit earn kar sakty hain.,!
           
          • #80 Collapse

            Forex main loss tab hi hota hai jab hum koi mistake karty hain agar hum koi mistake na karin tu kabhi bhi loss nahi ho ga iss liye ap ko chaye k jab is main work karin tu mistakes nhi karin ta ka ap loss sa bach sakin aur patience sa kam lain kun ke is tarah ap ziada earning bhi kar sakty hain aur risk bhi kam hota ha
            • #81 Collapse

              jab b ap ko market may ham kafi zayadaloss ho tu ap ko chiye k ap loog is may kaam karyen or is ko dakhye or wartch karyen k kayea problem ha jiss ki waja say ap ko loss hony ka moka howa ha is k lye effort karty rahy
               
              • #82 Collapse

                dekhey loss ap ki wajah se hota hai kiyun ke losses ap kon weak ker sakte hai or ap ko confidence less ker sakte hai so business main losses hotey hai lekin forex trading main losses ka mtlb hai ke ap ko confidence less kerna or account washed kerna hai
                • #83 Collapse

                  Dear is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k ye business aik asab usiness ha jis me hmen loss b hota rehta ha lkin hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam liaa kareen ta k hm achi earning kr skayn asnai se
                  • #84 Collapse

                    sir forex trading aik riski business bhi hai iss kaam main agar aap ko loss ho jata hai to aap ko hoimat naho harni chahye or umeed rakhni chahye or iss kaam main apni galti sy bhi hamain seekhna chahye
                     
                    • #85 Collapse

                      forex trading main AGAr loss ho jata hai to aap ko himat nahi harni chahye iss masin aap ko apni ga;ltiyoon sy bhi kuch seekhna chahye aap ko ko trading nahi rokni hai balky or zeada hard warking karni hai
                       
                      • #86 Collapse

                        i am still trading with insta forex iss ki waja bohat he mera trusted broker hy uss pay hum ghar beith k ach profit bna sagty hain our withdraw bhe humean 24 hours main mil jata hy bonus pay wahid broker hy jjo earning opportunity day raha hy
                        • #87 Collapse

                          forex may kaam akrnay k lye ap ko stll stradign ko remain rakahan a kafi mushik ho jata ha or ap ko loss ka samna he karna parta ha or is ko face karna parrta haor or ap is say bach b nahi skty han
                           
                          • #88 Collapse

                            jee han instaforex aik bohat he acha broker hay main to isi k sath trading kerta hoon aur is k big leverage se fiada lata hoon mare khyal main ager humain Forex trading main loss b ho jay to humain Forex trading ko start he rekhna chahie kuin k hum bar bar try kerne se Forex main acha profit b earn ker sektay hain aur apne sare loss b poore ker sektay hain.
                            • #89 Collapse

                              Loss sey ghabrana nahi hy. Yeh to zindagi ka asool hy keh profit key sath sath loss bhi hota hy. Agar hum har gaye to kabhi bhi profit nahi ley sakain gey. Is leye loss sey ghabraney ki bajey un mistakes ko control krain jin ki waja sey loss hota hy. Jab mistakes control main ho jayen gi to loss kam hota jaye ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                trading tab tak nahi start karni chahiye ke jab tak thori bohat seekh na len us ke baad practice karte rahen kuch time tak aap phir market me chalen agar market se aap kamana chahte hain to mehnat karte hue agay barhen greed na karen phir losses kam he hua karen ge .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X