Still trading after loss? Why
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Dear agr app ko is business me loss ho saky tu app ko chahe k app is business me hmeshah soch smjh k kam kareen tb hi app is business me loss se bach sakty hain or is business me loss se hmen hmeshah achi earning b ho sakti ha asani se or success ho sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      G janab trading ky liyay sab kuch ap na ka best hona chhayay or forex mai ap ko knoweldge or expeirence ki zarorat hoti hy tab hi ap bahtreen earnign kr skty ho or kama skty ho.
      • #63 Collapse

        dear forex aik aysa business hy jo chaska type hy jo es ko aik bar start kar deta hy wo es ko choor nhn sakta chahe kch b ho jaye es liye ap ko smjh k aur seekh k kam karna chaiye ta k ap ko acha reward hasil ho jaye,,,
        • #64 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha hmen is business me jb b loss ho raha ho tu hmen sbr se kam laina chahe kyun k ye aik asa business ha jis me loss is business ka sb se main hisa ha iis liye hemn chahe k hm loss k waqt hmeshah sbr se kam le kar hi kam karna chahe
          • #65 Collapse

            loss trader ki apni own mistake ki wajah se hota he aur loss hone ke bad bhi is trader is lye trade karte he kiyon ke forex aik huge profitable business he, just un mistakes per focus dena chahiye aur unki demo practice karni chahiye take next time mistake na ho aur easily successful trade ho sakhe, everything is possible with hard work,
            • #66 Collapse

              If you are face he loss regular so that your strategy is not a good so that you are improve the strategy. So that you are loss is zero.
              • #67 Collapse

                han dear mein loss k baad trding kr rahya hon ye aik risky kaam hai loss ho jata hai ye aik acha buiness hai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik big buines shai is ko koi bhi kr lsta hai
                 
                • #68 Collapse

                  Forex aik risky business zaroor hy lekan yeh aap ko buhat acha profit bhi deta hy aur agar aap continue rahain gey to yeh buhat jald aap ki life ko change kr sakta hy aur aap ko rich bana sakta hy. Hamain loss sey nahi ghabrana aur is ko accept kr key agey barhna hy. Jin reasons ki waja sey loss ho raha hy, un ko control krain lekan forex ko na chhorain.
                  • #69 Collapse

                    dear esa kon sa business hay jes me loss nahi hota mujy loss ho b jata hay to b me es me trading karta hon or koshish meri ye hoti hay k me loss ko recover karon.
                    • #70 Collapse

                      Yes am still trading after loss kyoun k agr mujhy trading karty huy loss bhe ho gya to me trading karta rahon ga kyoun k mujhy is se sekhne ko mily ga k mujhy loss apne he kesi galti ki waja se hua hai or ziada mehnat karonga
                      • #71 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: getwork پيغام ديکھيے
                        "I lost so much in forex and was on the point to quit. When i found Instaforex with their great leverage, i was able to trade with small capital and minimal risk and still made profit. I won't be trading forex today if i didn't discover Instaforex"
                        slow and steed wins the race. ager aap lagan se hardwork kerte raho aur learning k point of view se trade karo gay to aap ko jitna bhe loss ho ga woh aap ki learning ki payment samjhi jay gi. so never say it loss which give you any knowledge. pay time money and patience to learn
                        • #72 Collapse

                          mujy kafi dafa forex trading mai loss hua hai but mainy kabhi b himmat nahi hari. aur ab mai forex trading kar k bohat huge money earn kar raha hu kyu k mainy dil laga k forex trading ko samjh liya hai. mujy forex trading sy bohat faeida ho raha hia.
                          • #73 Collapse

                            Actually jab hamain loss hota hy to hum emotional ho kar is business ko chhor detay hain lekab phir hamain yeh ihsas hota hy keh loss ki waja hum khud hain. Agar hum learning krain aur planning sey trading krain to big loss sey bacha ja sakta hy. Is key elawa forex ko join krna buhat asan hota hy aur hum is ko again asani sey join kr letay hain.
                            • #74 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: getwork پيغام ديکھيے
                              "I lost so much in forex and was on the point to quit. When i found Instaforex with their great leverage, i was able to trade with small capital and minimal risk and still made profit. I won't be trading forex today if i didn't discover Instaforex"
                              yes my dear brother forex mein zaruri nahi hai k ham har waqt profit hi karty rahein aur ye logon ka mind bana hua hai k ham forex mein working kar k raaton raat ameer ban jayen lekin jab hamein loss ho jaye to hamein apna confidence level high rakhty hue trade jari rakhni chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                je janab buhat se log iss business main ese bhi hain jo loss honay k bawajood bhi trading kar rahay hain. kynk wo iss business ko acahy se seekhna chahtya hain or wo yeh baat jantay hain k agr hum properly iss business main kaam karenge tou hamen profit bhi hoga..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X