how much time you've need to learn Forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    g han dear is main sekhna ki koi had nahi hai aur na he sekha bagair hum is men kamayab ho sakta hain mery khayal sy humen basic forex trading ko sekhnen k liye taqreban 3 sy 4 mah training lani chahye is sy hamra confidence b barta hai aur experience b aur jb chahen hum is k bary men mazeed sekh skty hen ye hamare oper depend krta hai k hum isy kahan tak samajhna chahty hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Forex aik hard business hy aur is ko aik din main nahi samjha ja sakta. Is ko seekhney key leye time lagta hy aur jo log is main perfect hain unhain yahan tak puhanchney main aik time period laga hy. Hamain bhi jald nahi karni aur isko properly seekhna hy aur learning ko behtar banana hy, takeh is ki help sey hum forex trading kar sakain.
      • #168 Collapse

        humain demo main kam karna chahiye agr humain trade main ziada maloomat nai hay to humain learning kar kay trade main kam karna ho ga ta kay humain loss km ho sakay earning hasil ho
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #169 Collapse

          learning karne ke lye best or ziada acha time 5 se 6 months tak hai us me aap acha khasa learn kar ke achi khasi practice kar chukay hon ge is business ke lye learning must hoti hai learning nahi karen ge to successful hona bhi aap ke lye mushkil ho ga is lye learn pehle lazmi karna chahiye forex ko .
          • #170 Collapse

            forex trading ko agar ap sahi se seekhna chahte hian aur is mien ap bohat ache se practice karke is ko deeply seekhna chahte hian to ap is business mien kabhi bhi panic nahi hon.
            • #171 Collapse

              Yeh to aap par depend karta hy keh aap kitne time forex ko dey rahay hain aur kis had tak serious hain. Agar aap serious ho kr forex ko time dain gey to maximum 2 months main forex main expert ho jayen gey. Lekan learning ko discontinue nahi karna chaheye aur is ko forever continue rakhna chaheye.
              • #172 Collapse

                humain is main learning kar kay market main kam karna ho ga jis say humain trade main loss km ho ga demo say humain achi learning hasil ho sakti hay magr practice karni ho gi
                • #173 Collapse

                  Yeh to aap par depend karta hy keh aap forex ko kitna time dey rahay hain aur kitney serious hain. Aap aik schedule bana kar forex ko time dain aur study key sath sath demo account main practically bhi is ko seekhain. Trading key leye trading skills ka samjhna zarori hy. Jitni ziada aap ki learning ho gi, utna hi aap ki perfectness ho gi .
                  • #174 Collapse

                    forex trading main agar hum ziada say ziada leaning karna chahty hay to huamy chahiey keh esmain mehant karen kyun keh mehnat karnay main he hum achi earning kar sakty hay aur humay sahi say focus karna chahiey
                    • #175 Collapse

                      hamain learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur demo main practice kar k hi hum achi trade karein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga phar hi hum sucess hon gay aur profit ho ga
                      • #176 Collapse

                        Forex main learning krna bohat zroori hai os is main koi limit nahi hai trader daily kuch nata seekhta hai or ye 1 smandar ki trha hai is main trader daily basis pai kuch na kuch sewkhta hai or is ki koi limit nahi hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #177 Collapse

                          is main hum part time main bi job kar sakty hain aur full time main bi jb kar k hi hum acha earn karny k kabil hon gay aur market main trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur jitna learning karein gay utna hi hum is forex main sucess ho sakty hain aur market main anlayse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi
                          • #178 Collapse

                            forex trading ko seekhny k liy ap ko bahut ziada time isko dena hota hy apko salo lag sakty hain ap aik din main kamyab trader ni bn sakty ap ko aik kamyab trader bnny k liy ap ko chahiy k ap bahut ziada hard work kro aur isko seekhny k ammal ko kbi bi stop ni kro kio k yeh bahut ziada wasee business hy apko hr waqt koi na koi cheez seekhni hoti hy
                            • #179 Collapse

                              sir apko kam say kam bhi 3 say 4 month chahiye apko forex ko learn krnay k liye or wo ap demo account say bhi kr sakty ha islay apko jatna ho saky apko demo account ma trade krni chahiye pratice krna chahiye jis say apko kafi experince milta ha jis say ap real account ma bhi trade kr sakty ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Aslam o alikoum dear brother aap nay kafi achi bat ke hai kay forex trading ko sekhnay ke koi boundary nhe hai y aap per hai kay aap kitnay time main forex trading ko sekhty hoo jitna aap y kam dil say krain gay jildi sekh jain gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X