how much time you've need to learn Forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    dear meary khayal sy 4 sy 6 mahiny mein sukh skty hain agr sukhna chahiyeh hmy mehnat krni chahiyeh zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam hai world ka mehnat krni prti
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Vasy to ap pakistan forex forum trading my jtna bhi time do vo bhot kam hy is leya ap pakistan forex par zada
      • #153 Collapse

        Bro business koi bi ho tention aik must cheese he kyoun ke agar ye nai hogi tou admi ko kisi kam karne ki fiqar nai hogi zahir he use kuch na kuch tention hogi ke yaar mene forum per abi work karna he trade karni he agar use koi tention na hogi tou wo work kese karega
        • #154 Collapse

          yeh traders k mind per hai k wo kitan trading ko seekhnaian k baray main zehan rukhatay hain and usay kitna jaldi pick ker latayatay hain.
          • #155 Collapse

            How to the much of the ap pakistan forex forum trading my agar ap is my agar ap is my agar ap is my agar ap is my agar
            • #156 Collapse

              aik saal bht hai trading ko achi tarah klearnm krne ke liye humien trading ko achi tarah learn krna chahiye tradiung krne se pehle
              • #157 Collapse

                dost kuch steps hain jin ko aap follow karain aur aap par depend karta hai k aap kitnay time m seekhlogay sab se pehlay aap studies karain aur phr aap learning karain aur phr aap demo account par practice karain
                • #158 Collapse

                  trade ko seekhny ke liay agar real bat karun to aap waqt ke sath sath hi seekhty hain jab apko market ka experience ho jata hai or aap market mein touch rehty hain to hi aap sekhty hain agar ye kehna ke aap one month ke andar pooray expert ban jaain to ye kehna meray khayal se theek nai kyo ke itny arasa mein to aap sirf trading ki basics hi seekhty hain
                  • #159 Collapse

                    Forex trading ko learn karny kay laye at least one year lag jata hai.Or agar traders one month me good learning karen or practice karen tu wo small profit earn kar sakta hai.Or sath sath trading karty rahay or learning bhi karty rahay.
                    • #160 Collapse

                      assalamu alaikum dear ge ha aap ne tek kaha jab tak ham is business ke learning nahi lege or is business me ham apne trading abilites ko increased nahi karee ge ham kab bhi bhi is business me successfull nahi ho saktee is leye ham ko hard work kar na ho ga
                      • #161 Collapse

                        Trading ko jitna bhi sekha jay behter hy is se humari expertise main hi izafa hota jay ga but trading ki starting behter future trading kay liay minimum five to six month zarori hain main experience gain kerna chahiay skill aor strategy making , news, analysis ki tarf khas tawaja deni chahiay aor ye kamiabi kay liay zarori hy.
                        • #162 Collapse

                          Forex trading ik bohat hi bara business hy is me ap ko learn krny ki zrort hy agr ap earning krna chahty ho to ap ko bohat hi detail study krni ho gi forex trading so keep forex trading
                          • #163 Collapse

                            Sir is kay liye apko jis qader bhi ilam or exerpience ho ga usi qader is may apko profits milay ga ye kaam zeyda seekhnay say hi ata hai is may apko wait say hi kaam kerna chahiye is may saber say hi kaam kerna parta hai tab apko kuch pata chlayga ga
                            • #164 Collapse

                              dear ye khud pr depend hai k ap kitna learn krna hai aur kitni der mein kr sakty hain kuch loog jaldi learn kr jaty hain aur kuch kafi time lga dety hain ye aik online buiness hai is ko online hi learn kia j askta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                ye aik good buiness hai is ko kafi mehnat sy kiajat ahai ye aik acha buiness hai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buines shai aur achi trah learn kiajata hai ye ik acha buines shai is ko mehnat sy kia jata hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X