Greed or too much greedy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    asal may lalaach kay bari may to aik story be hy kay lalaach buri bala hy or o such be hy ager app zayda lalaach karo ga to ap ko loss be zayda ho ga may to apni sab friends ko ye mashware do ga kay app yahan pa khud dil laga kay kam karo or lalaach na karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      yes, dears humen trading men greedy nhi hona chaye kun k lalach buri bala hai lalach karne se humen loss ho jata hai so humen greed se bachna chaye taa k humen profit earn ho sake so humen ek target k mutabiq trade karni chaye or os target se ziada trade nhi karni chaye
      • #228 Collapse

        ji han aksar aisa hi hota hai kay ham hamari greed ki wajha se loss kar bethty hein aisi situation mein hamein chahiye kay ham practice karen apne greed ko kaabu mein rakhne ki or phir practice jab poori hojae tab doobara trading karen.
        • #229 Collapse

          Assalaam o alaikum gred ya too much greed dono hi nei karna chahiye kyun k jo lalach karta hai eohi nuqsaan karta hai isliye traders ko chahiye k wo ziada trade kare iss mein kisi aur k nie uska hi apna nuqsaan hai isliye trade mein greed nei karna hcahiye .
          • #230 Collapse

            forex me aapko kabhi greed nahi karana hai agar aap greed karte hai to aapko fore xme kabhi sucess nah i milta hai aur aapko loss hi milta hai to kabi bh aapko greed nahikarna chaiye fore xme ern karna haito
            • #231 Collapse

              dear humain forex trading main greed ni kerna chahie kuin k greed her trader k lie enemy hota hai mare khyal main insan greed ki wajah se hi trade kerta hai but much greed ni kerna chahie aur is greed main bohat sari trade open ki kerni chahie is se loss k chances increase ho jate hain.
              • #232 Collapse

                asalam o alaikum dear friend bilkul theek kaha ap ne pakistan forex forum pr threading karte waqt lalach kabhi nahi karni chahiye qk is lalach ki waja se ap ko bohot bara loss ho sakta hai is liye forex pr jb be threading karo soch samaj kar and sabar k sath kao to ap ko kamyabi zaroor mile gi.
                • #233 Collapse

                  hello assalam u alikum bhai jaan kia hal han ap ke???? greed ka too much hona ya normal hona greed tou greed he hay asi trading ap ko loss de jati hay forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay har haal mei then success hay
                  • #234 Collapse

                    Dear forex trading ak acha plat form hai earning ka hmay zada say zada learning aur practice ki zarort hoti hai aur hmay zada greedy nhi hona chahya kyun kay is tarha hmay loss bhi ho sakta hai.
                    • #235 Collapse

                      Aap ne theek kaha greed sirf learning ke leye hony chaye forex main kamyaab hona ke leye trad main zaida profet hasil karny ke leye greedy hona loss De sakta ha
                      • #236 Collapse

                        humen forex men greed nhi karna chaye kun k lalach buri bala hai lalch karne se humen bohat ziada loss ho sakta hai so humen without greed trading karni chaye taa k humen loss kam se kam ho or hum ziada se ziada profit earn kar saken so humen loss ko control karna chaye
                        • #237 Collapse

                          That's rite my dear you are absolutely rite ager hum greed k sath trade py trade lagaty jaen gy to aik din aey ga k hum apna sara capital loss ker bethain gy isi keay humean chaheay k apny greed ko control kertay hoey trading karein oir thira profit small volume of trade say kamain gy to zeada profit ho ga
                          • #238 Collapse

                            The possession of Forex trading skills is created from gaining Forex knowledge. This makes getting education a proper priority for all Forex traders that are a part of this business.
                            • #239 Collapse

                              Greed is very dangerous and specially it comes in play when a trader is performing good. This time he should be aware of the greed inside him that will become a real danger very quickly, therefore it is very necessary to beware of this disease and keep stick to the baiscs of the trade which will allow us to win the game.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                forex mein greedy aur jaldbazi karnay walay ku es mein loose he loose ho ga aur kosis karay es mein kaam kartay howay tention na ley ap k liye money earn karna easy ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X