Greed or too much greedy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    greed bilkul nahi karna chayie ap ko aur forex hamari life change kar sakti hay because forex say ham money earn kar saktay hay agr aap kay pass knowledge hoga tu aap forex say achi earning kar layn gayn but ager aap kay pass knowledge nahi hoga tu aap forex say profit make karnay mein nakaam rahayn gayn isi liye aap forex ko learn karay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      mery khayal mein to kisi had tak greed theek hy ap ko thori bohat to karni chahiye lekin agar ap ziada greed karien gay to phir ap ko loss hi hoga is liye greed say bachna chahiye
      • #213 Collapse

        hamen forex k business main bilkul b greed nai karna chahiye aur ager ham asa Karen gay to phir ham kabi b kamyab nai ho payen gay balkay humen sirf nuqsan he hoga is liye humen greed ko avoid karna chahiye
        • #214 Collapse

          Aassalam o Alaekum, mery pyary bhai jaan kia haal hain ap ky ? bhai jaan forex ka pehla rule yei hai k greed ko avoid kia jay agr ap is ko avoid nhi karain gy to ap ko loss hoga 100%, q k laalach profit ko aesy kha jati hai jesy aag lakri ko.
          • #215 Collapse

            forex me greed ho ya too much greedy hon aap dono me he khatra hota hai is lye mere khayal se to ham ko mehnat or bina greed ke kam karne ki koshish karni chahiye is business me or zyada se zyada earn karne ki koshish karna chahiye lekin without greed .
            • #216 Collapse

              salam bhai jee app forex ko seekhna chahtay hain tu app ko chahyia kay forex kay demo account per kaam karin yaah app kay liye acha hai
               
              • #217 Collapse

                salam bhai jee forex app ko laalachi bana dati hai app ko agar forex mein kaamyaab hona hai tu app ko laaluch se bachna ho ga
                 
                • #218 Collapse

                  dear forex trading ma yeh he to asal cheez hy agr ap forex ma achi trading kren par aik ad trade emotional laga den to wo trade na sirf loss ma jay gi blky ap ka sara blance aur profit b zida kr day gi
                  • #219 Collapse

                    i think greedy is the big enemy in forex trading aur jo koi bhi forex trading mein greedy banta hey woh kabhi bhi is business main kamiyab nahin ho sakta hey aur always woh fail hi hota hey.
                     
                    • #220 Collapse

                      bhai ju bh trader yaah per greed kerta hai us k ham janta hi k us ko yaah per serf loss k kcuh bhe nhi hasil huta hia is leye greed nhi kerni cahey apko.
                      • #221 Collapse

                        greed trader ko loss data ha trader loss us wqt krta ha jb woh trade krny main greed krta ha trading sy greed ko khtm krna ha trade main greed condition bhtr na ha greed say trading loss main jati ha trader success na lay pta ha to greed say bach kr rhain
                        • #222 Collapse

                          Greed is a curse.. hamen kbhi bhi kissii bhi kaam m lalach nhn karni chahyie, iska nateja sirf bura he hota hae, so agar hum forex trading m bhi greedy ho k kaam krenge tou obviously loss m he jaenge, hamen yahn sabr se kaam karna hae lalch ko door rakh k.
                          • #223 Collapse

                            aIs greediness really destroy our efforts and hardworking. I think if we apply greed in our trade without too much greed will really help us to achieve success with huge profit.
                            • #224 Collapse

                              greedy is busienss ka sab se bara dushman hey aur jo koi bhi is business mein greedy banta hey woh kabhi bhi is main achi trha se kamiyab nahin ho sakt ahey aur woh is mein bohot hi jald wash out ho jata hey.`
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                dear brother........yeh baat bilkul thek hai k humy greed bilkul b nai kerna chahiye forex trading business may .......kyo k agr hum greed kry gye to loss hi ho skta hai ......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X