Greed or too much greedy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    your are right , we are newbies trader we can not make greed any time, ham ko chahe keh ham market main kam krain greed kabhi na krian is sy loss ho jata ha aor profit nhi hota h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      trading se regarding kuch log apni greediness ko control nhn krte hai jis se unko losses hote hai agr wo slow approach ke sath trading kre tu losses bi nhn honge aur earning achi hogi, zyada earn krne ke chakar mein aap ke andar greediness ati hai trading mein is lye over greediness nhn krni chahye trading mein
      • #63 Collapse

        Yes greed results in heavy loss though at times luck may favour you. Nevertheless, one of the primary reasons for loss in forex trading is keeping unrealistic expectation.
         
        • #64 Collapse

          jee greed aik buhat buri bimari hai is sa aap ko buhat nmasail ka samna karna par sakta hai aur is sa aap ko loss bhi ho sakta hai sucessful business man is sa bachata hai aur trading ko bagair greed k targeted trading karta hai ji sa us ko kamyabi milti ha
          • #65 Collapse

            both greed and to much greed is equally harmful for trader,when a trader become greedy,in that situation trader lost control over there mind,so that they cant analyze the market properly and trader place wrong trade for there trade
            • #66 Collapse

              ye bat thek kahin hai ager ham kabi kabi greedy ho jai to koi bat nahi but itna b nahi hona chahiye k ham apna loss hi karawne lag jai aur kuch b na mile.
              • #67 Collapse

                asslam o alikum dera forex ka kam ma greed bohat he zayada bori chez ha ham ko is say bachna cahheyya hamary profit ko loss ma change kar data ha or ham ko profit nahe hota ha so greed is a curse
                • #68 Collapse

                  Yeah very rightly said. Greed is a loss factor. U can never achieve giod profit or long term success with greedy mindset in forex trading. Aap calculations focused mind se krengy tbhi aap ko benefit hoga warna nhi
                  • #69 Collapse

                    forex mai jo log trade karthy hai tho koch logo ko loss hi loss hothy hai esky men reason greedy hai agar ap forex mi greedy karthy hai tho ap boht jald apny sary capital loss karjayugy so apny greedy ko control karna siky esy pehly ky ap ko loss hojaye.
                    • #70 Collapse

                      Aap ne bilkul theek kaha hai humain trading mein greed nahi karni chahain is se humain loss hi hota hai kiyo k market ka pata nahi hota k wo kese move kar jaye is liye apni information aur plan se kaam lena chahain aur zayada ki greed mein thore se bhi na jate rehe is liye sabr kare aur greed k liye take loss set kare.
                      • #71 Collapse

                        bhai ham koi bhi bussnis krte hen tu zahir c bat he trading ho yan koi aur bussnis he us me loss bhi hota he profit bhi earn hota he trading bhi ek esa hi bussnis he jis me ham thora tu greedi tu bante hi hen likn ziyada greedi banna thk nhi he
                        • #72 Collapse

                          dear brother agar hum forex trading main ziada greed karen gey tou hum hamesha apna loss karte raheen gey hamain profit hasil nahi hoo ga.
                          • #73 Collapse

                            yes greed can hamper your progress, and if any body adopt greediness so it can totally spoil you and it would give you the bad ideas and it can stop your thinking , so always avoid greediness in forex otherwise you can never can get suceess
                            • #74 Collapse

                              yes dear greed is our enemy of our profit is liye hume trading karte waqt greed nai karna chaiye kyu ke greed karne se humesha ziyad loss ke chances hote hai is liye agar hum ne trading kar ke profit earn karna hai to hume greed se bach kar trading karna ho gi tab hum earning kar sake ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                dear main trading se faarig hune ke baad posting karta hu kyon ke faarig nahi bethna chaie es lie pehle humain trading karni chaie trading ke baad waqt nikaal ke humain posting bhi kar leni chaie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X