Ajeeb logg

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    assalamu alaikum dear aksar log forex trading ko samandar samajtee hai or chahtee hai ke is ko ak bar me hi pe ja yee dear agar forex trading me lalach karee ge to forex me ham ko loss ke alawa khoch bhi hat nahi aaee ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      g han aisi mistake zaror hoti hai agr ap aisi mistake na krein to ap bahut profit earn kr sakty hain ye aik zabrdast offer hai so ap ko forex mein experience hasil krna must hai ye aik risky business hai is pr loss hone lagy to bahut loss ho sakta hai yahan tak k account wash bhi ho sakta hai ye aik profitable business hai
      • #363 Collapse

        forex ki trading mein hamein bohat say ajeeb o gareeb log milty hain jo kay free mein sab kuch jannay ki koshesh karty hain lekin wo hardwork be ni karty phir aur chahty hain kay sab kuch bethay bithaye ho jaye.
        • #364 Collapse

          je main ap ke bat se agre karta hon kah waqia log bar bar ak he ghalte ko rapet karte hain jis ke waja se in ko loss ho jata h .jis tarha main bar bar ak he ghalte karta hon kah ak he aradar main 3 ya 4 arada laga detta hon .mera matlab h kah agar main gold main tradin kar raha hon to main waqfe waqfe se 2 ya 3 ardar laga detta hon jis ke waja se muj ko loss ho jata h .jis ke waja se main new posting sero kar dett hon .
          • #365 Collapse

            Wo log bhi kitnay ajeeb hen jin kay pas forex kay baray men knowledge bhi ni hota aur na hi unkay pas is chez ka experience hota hen aur forex trading pay trading ka kam shro kar dete hen aur kafi investmen kartay hen par jald hi un becharay logon ko loss ka samna karna parta hai.
            • #366 Collapse

              dear nahi mai ap ki baat say agree nahi krta,q k insaan aik he ghlti baar baar nahi krta,jo log information and knowledge rakhty hain wo kbi b aik ghlti ko baar baar nahi krty wo apni ghlti say seekhty hain and future mein us ghlti say bachty hian and achi earning karty hain,mai ap ki baat say agree nahi krta dear.
              • #367 Collapse

                brother forex mein greed ko fully elminate karna behad muskhil hai kyun key newbie traders ko shortcut ki pari rehti hai isliya woh wahi aik ghalti bar bar kar dey they hain jin ki wajah se unka account wash hojata hai isliya pehlay forex ko seekhna behad zaroori hai .
                • #368 Collapse

                  professional banay kay liye bhi tu forex main ap kay pas koi fix period nahin hota yeah tu ap kay seekhnaay kay oper hain kay ap ko kitna acha trading ka pata hain us lehaaz say ap professional ban saktay hain trading main
                  • #369 Collapse

                    is baat sy to ma agree karta hu bilkul asa hi hota ha loss karwany k bawajod woh apni galtiyo sy learn nahe karty hain aur asa log hi forex buisness ko blame karty hain lkn apni galti ko theak nahe kary gy
                     
                    • #370 Collapse

                      mai bhai jaan ap say puri tarha say agree karta ha forex mai bhot say aise loag hote hai jo bar bar galti karne k baad b is business ko samj kar nhe karte hai and again and again loss he karte hai is tarha say hum kabi kamaab nhe hosakte hai humay agr agay bharna he hai tw ache say learning karni chaiye without knowledge k hum kabi b success nhe hosakte hai
                      • #371 Collapse

                        ji esa toh hai mein yehi kahun ga yeh kam esa hah iayahan sahi trhan sy kam kia kren or kam ki bat kia kren yahan wahan ki baten kr k bs post puri na kren .......................................!
                        • #372 Collapse

                          g han asa bhi ho jata he mere khyal men asa tab hota he jab loss ki waja se us ki mat mari jati he wo sab kuch dekhte huwe bhi bar bar woi ghalti karta he ghalti se sekhna chaie na ke woi kam karna phir se.
                          • #373 Collapse

                            G ap ki baat theek hy k forex trading mein buht se log han Jo aik hi mistake ko bar bar karty han aur is mistake ki waja se loss bhi ho jata hy likn phr WO WO hi mistake karty han aur loss utaty han is liye un logoo ko cahaiye k WO mistake ko cover karne ki koshash karen aur us ko bar na karen tab hi WO kaamzab trader ban sakty han
                            • #374 Collapse

                              Sir apnay bohat hi achi baat ki is may kuch shaq nahi hai kay forex may aisay log bhi hain jo apni roice ko chance nahi kertay hain or baad may loss kertay hain sirf isi waja say kay wo mistakes ko nahi chortay hain jab ye choray gay to acah ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                ji han aksar insan aik jesi mistake bar bar na chahte hue bhi kar deta hai agar aik baar loss ki waja se pora amount lose ho jata hai to us baat ko aap ko bohta seriously lena chahiye or koshish karni chahiye ke dobara aap wesi koi mistake na karen .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X