Kia aap space ke sath trade kerna pasand kerte hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Yes dear mein apni trading waqfy waqfy sy krta hn orr aik sath two sy four pair mein trading open krta hn orr kuch time baad agr trade mery against ja rahi hu tu mein phr new trades open krta hn jo dosry trading ko support kr ka grand profit show kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Assalam u alikum friend, jee nahi mere khayal se koi bhi trader space k sath jab market close hoti hai trading kerna pasand nahi kerty yeh do din trader k liye rest k hoty hain or sabhi in dinon space trade laga risk nhi lena chahty, to yh forex ki bohat achi baat hai k iss me do don ka off bhi milta hai.
      • #48 Collapse

        dear friend i try k space na aye but 2 chutia hoti han to space khud he a jata ha...but mera khyaila ye ha k space rakhni chahiyea ...trading close hoty he dubara trading lagany k liyea thori c space honi chahiyea...........thanks
        • #49 Collapse

          han g bilkul daily trading kar kar k bhi traders thak jaty hain or unhain rest karny k liye time chaheye hota ha or kuch traders to chahty hain k daily trading karen lakin ye 2 din kafi achay hoty hain jo rest k liye diye jaty hain
          • #50 Collapse

            Kaya ap space ke sath trade kerna pasand karty ho agar ap space ky sath trading karty ho to ap ko is my bhot
            • #51 Collapse

              nai bhai jaan main space main trade nai karta main Monday se just Friday tak he trade karta hoin and Friday ke night ko main apni trade ko close kar data hoin and shukar hai k mujhy achi earning ho jati hai.
              • #52 Collapse

                Dear meray pass tab bonus capital nahe hota hy jab market gap k sath open hoti hy so work hard karein our zeada say zeada capital bnaen our jab market gap k sath open ho trade lagain
                • #53 Collapse

                  Sir forex may ap ko main aim yahan say money kamana hai is say apko si may bohat hi kuch hasil hota hai ager apko ye kaam ata hai ager nahi ata to is may seekh ker aye to apna profits kamaye or agay baray or life ko enjoye kare
                  • #54 Collapse

                    forex main space tab ata hai jab market close hoti hai or ya tab jab aap kisi dosri city gye hoe hooon. saturday or sunday ko market close hoti hai or es k ilawa sub din market open hoti hai aap jab chahin trade kr sakte hain or earning ko double kr sakte hain.
                    • #55 Collapse

                      G haan ager ap forex trading main bhot zada work kar raha huta haan tu ap ko apna work main tura gap rakhna chaye kyeo ka zada or laghataar work karna sa ap ko forex main loss b hu sakta ha kyeo ka market ka koch pata nhe huta kasi time b zada move kar sakti ha.
                      • #56 Collapse

                        bhai aksar ho jata hai magar me zyada tar yahi karta hon ke friday ko trade na karon kiun ke aksar bare gap ki waja se loss bhi bara hone ka khatra hota hai lekin kabhi kabhi me trade kar leta hon magar stop loss ke sath karta hon .
                        • #57 Collapse

                          dear sorry muje ap k sawal ki smjh nhn aai hain muje trading karna psand hy aur mai karta b hon es liye ap ko b smjh k aur seekh k kam karna ho ga...
                          • #58 Collapse

                            asal main gaps ki mukhtaliq types hain jin se market ko judge kia jata hai. lehaza market gap strategy bohat hi important hai aur is se kaf profit gain kia ja sakta hai. Both sary traders gap strategy se kaafi faida uthate hain
                            • #59 Collapse

                              g bhai mian bhi forex trading mien trading karte hue us mien gap karti hn kiunke agar ap lagataar trading karenge to ap phir us se exhaust hojaate hain aur phir sahi se trades nahi le paate.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                mery khayl sa ye khtrna ha ku k aap ko pata nhi hota ha k market jab open ho tu kitna gap aye or upside aye ya downside ye buht he zeda risky ho jata ha baz dafa zeda loss ki bhi waja ban sakta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X