Kia aap space ke sath trade kerna pasand kerte hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia aap space ke sath trade kerna pasand kerte hein?
    Trader kia gap or space ke sath trade kerna pasand kerta hy means jab market close hoti hy next week gap ke sath open hoti hy
    Dont Spam The Forum.. ..

    :(I hate Spammers..:(

    ;)Make Bonus Of 200 USD;)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee bro wo islliye kyoun ke sometime admi rest bi chhata he aur forex ne ye pareshani hal kardi he ab apko saturday aur sunday ko chutti hoti he jiska bohat faida he 2 din ki chutti traders ko hoti he
    • #3 Collapse

      ge nhi mai to kabhi b ye psnd na krnga q k i think is may paiso ka nuksan hone ka andesha zyda hota hy so mai waait karonga kay jo space market kay ander aya hai wo khatam ho jaye to mai trading shuru kro
      • #4 Collapse

        Kuch Traders Market main Gap k Sath Trading Karna Pasand kartay hain Magar main Aisaa nahin kartaa Asolaan har haftay Apni trades ko Friday Tak Close Kar Denaa Chahiyee agar Target Achive na ho tou phr Trade ko open chornaa Majbori hoti hai laikin Gape koi itnaa zyada tou nahin hotaa or confirm bhi nahin hotaaa k Gape ho Ga Bhi ya nahin Coz market main Gap Tab Ataa hai jab Saturday or sunday ko koi News Release hoti hai Laikin market tou close hoti hai So market jab open hoti hai Tou un news Ka impact tou zaroor partaa hai
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #5 Collapse

          G bilkul lekin asal main gaps ki mukhtaliq types hain jin se market ko judge kia jata hai. lehaza market gap strategy bohat hi important hai aur is se kaf profit gain kia ja sakta hai. Both sary traders gap strategy se kafi faida uthate hain.
          • #6 Collapse

            g han main to space k saath hi trade krti hn is ki waja ye hai k next main market ka kuch pata nahi hota hai k kidhar jaye gi
            • #7 Collapse

              bhai wese tau mein yehi koshish karta hoon k meri trading mein gap ya space na aye. saturday aur sunday ko tau wese hi market close hoti hai. is k elawa meri trading mein gap tab ata hai jab mere exams ho rahay hon kyn k mein aik student hoon.
              • #8 Collapse

                nai dear main market k close hony se phly he apna order close kar data hoin and new trend dakh kar he koi new order lagata hoin is liye k market ka koi pata nai hota...
                • #9 Collapse

                  asslamo alaikum bhai i like ur thread bhai jan iak acha trader q nahi sapace k sat trading karna pssand nhi kaay ga q k sapce k sat h hetrading karni cahaiay ta k agar ap ko loss o bhi jay tu ap cover kra sko
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umer Ahmed پيغام ديکھيے
                    Trader kia gap or space ke sath trade kerna pasand kerta hy means jab market close hoti hy next week gap ke sath open hoti hy
                    well ji haan aagr ap k sath achi knowledge hai then ap spcde k sat hi trding kar k achaa eanr ka rksaty hain yani k koi na ho aur ap yrading kary iss se ap earn akr skaty hain
                    • #11 Collapse

                      trader ko space day kr trading krna ya continuesly kam krna is main koi bat na ha agr trader continue apna trading krta ha to us ko earning hoti ha aor ziada information us ko milti ha aor trade achi kr lata ha
                      • #12 Collapse

                        Forex is good business in the trading market . I know the forex business man is very lackey man . so join the forex good business s , because forex is very good business in the trading market ,
                        • #13 Collapse

                          nahi me in dono ke sath trading nahi karta hon kiun ke forex me mujh ko trading karte hue zyada waqt nahi hua hai me kuch 2 se 3 months se learning he karta rehta hon is ki or ab bonus bana rha hon takey trading real account per start kar sakon abhi itni knowledge nhi hai ke me space or gap per trading karon .
                          • #14 Collapse

                            asalam o alaikum dear friendz space se apko kia murad hai ap ne ziker nahi ki ahai is lie apko chahy k ap achi trah topic ko likha kerien aur phir he ap yahan thread post kia kerein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Han eisa he k hum es business min ate hin profit leine k lei hum es business ko samjh jate hin to yahan se kafi bari earning bhi le sakte hin humin es business min se kafi bari earning bhi le sakte hin humari live trading humin es business min se kafi bari earning bhi deiti he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X