Trading mein baar baar aik jaise ghaltian karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein baar baar aik jaise ghaltian karna
    Aksar log jab trade start kartay hain tou woh apna trade ka analysis nahin kartay aur jis taraf market ki movement dekhtay hain trade laga detay hain aur joun hi market reverse move karti hai tou doosri taraf bhi trade open kar letay hain aur issi tarah aik hi waqt mein bahut sari trades open kar letay hain aur unn ko recover karna mushkil ho jata hai aur aisa emotions per control na honay ki wajah se hota hai aur analysis na karnay ki wajah se hota hai agar aap se ghalt trade lagi hai tou wait karain aur uss ko kam profit mein close kar kay sabar karain aur phir apni ghalti per sochain aur new trade analysis kar kay lagain aap ka experience kya kehta hai please comments thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading me bar bar jo traders same ghaltiya karty hey esy traders ko agar loss ho be jata hay to wo apny mistakes me se kesi kisam ki learning karny ki zarorat mehsos nahi karty esy tradets trading me mistakes ko identification be nahi kar sakty yahi waja hoti hay key wo bar bar same mistakes trading me karty hey.
    • #3 Collapse

      bhai jaan ap ki bat bilkual thek hy is mn agar humeny bar bar mistake honey ki bari wajah yeh hy k ap is mn kuch na kuch bohl jini hy jis ki wajah sy ap ko loss hota hy os mn ap ko chahyeh k ap os ki bahtren kar k is mn acha khasa sub kuch sakhnee is k bad ap ko boht faida ho ga ...
      • #4 Collapse

        Assalam o aliekum respected members
        Ap ny thek thread lgaya hy, ap ny darasal jo bat kehni chahi hy wo mjhy ye smjh i hy k ap ye farma rhy hn k headging k through trade na kren, ye jo process ap ny btaya hy ye hedging mn ata hy, ar apko btata chlun k hedging forex forum waly bonus py mana hy, ye forum rules ki khilaf warzi hy. Hmen rules ko follow krna chahye.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
          Aksar log jab trade start kartay hain tou woh apna trade ka analysis nahin kartay aur jis taraf market ki movement dekhtay hain trade laga detay hain aur joun hi market reverse move karti hai tou doosri taraf bhi trade open kar letay hain aur issi tarah aik hi waqt mein bahut sari trades open kar letay hain aur unn ko recover karna mushkil ho jata hai aur aisa emotions per control na honay ki wajah se hota hai aur analysis na karnay ki wajah se hota hai agar aap se ghalt trade lagi hai tou wait karain aur uss ko kam profit mein close kar kay sabar karain aur phir apni ghalti per sochain aur new trade analysis kar kay lagain aap ka experience kya kehta hai please comments thanks
          trading me bar bar jo traders same ghaltiya karty hey esy traders ko agar loss ho be jata hay to wo apny mistakes me se kesi kisam ki learning karny ki zarorat mehsos nahi karty esy tradets trading me mistakes ko identification be nahi kar sakty yahi waja hoti hay key wo bar bar same mistakes trading me karty hey.
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum trade ma bar bar ak jasie mistake karta ha to per hum ko loss be zeyada hota ha es leya hum ko apni mistake ko correct karna chaheya to per hum ko profit ho sakte ha .................
            • #7 Collapse

              asslam o alaikum jo traders baar baar aik jesi galtiyan kertey hn un ko ziyada loss ata h or wo apni mistakes remove ni krtey unhen chahiye kih wo apni mistakes remove kren is sey wo acha profit earn kr saktey hn or humen ziyaza s ziyada proper time daina chahiye to is s apni mistakes ko bhi remove kr saktey hn
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein ap us waqt tak achy trader nhi ban saktay jab tak ap apni mistake ko cover nhi kartay mistake ko cover kar k hi acha profit earn kar saktay han aur koi bhi mistake ho us ko bar bar nhi karna cahaiye aur over trading nhi karni cahaiye aur analysis k baghair trade open nhi karni cahaiye aur trend ko follow karna cahaiye
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Aksar log jab trade start kartay hain tou woh apna trade ka analysis nahin kartay aur jis taraf market ki movement dekhtay hain trade laga detay hain aur joun hi market reverse move karti hai tou doosri taraf bhi trade open kar letay hain aur issi tarah aik hi waqt mein bahut sari trades open kar letay hain aur unn ko recover karna mushkil ho jata hai aur aisa emotions per control na honay ki wajah se hota hai aur analysis na karnay ki wajah se hota hai agar aap se ghalt trade lagi hai tou wait karain aur uss ko kam profit mein close kar kay sabar karain aur phir apni ghalti per sochain aur new trade analysis kar kay lagain aap ka experience kya kehta hai please comments thanks
                  Forex trading Main Wohi trailer successful Hote Hain Jo apni mistakes ko baar baar nahi karte ho Jo traders Forex trading Mein baar baar mistakes karte hain wo Kabhi be successful nahi ho sakte hai isliye Hame apni mistakes Salem karna chahiye
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bhai jaan is mn ap ny bilkual thek kaha hy mn ap ki bat sy bilkual agree hno kaun k ji bndy ko forex mn bar bar koi agar ghalti karta hy tu is ki sb sy bari wajah yeh hy is mn is ko kaam knolwedge honey ki wajah sy karta hy is ko chayeh k ap is mn os per focus karey ...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X