"What is the reason for your loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "What is the reason for your loss?
    The main cause of my loss in the trading business is not able to controlling emotions till now and i have not a sufficient experience in this business,so i accept my loss because this is my mistake,so i am improving in the demo account,and i think demo is necessary for every one to get experience of this business.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading me loss ki main waja ye hai ke aap apne emotions ko control nai kerte trade ke waqt uar aap isi waja se kamyab nai hote kyunke emotions aap ke faislun per asar andaz hote hain
    • #3 Collapse

      Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main loss ki kuch reason hoti hay jesay kay lalach karna aur emotion pay qabo nahe pana aur aik ghalti ko bar bar karna us say ghalti say nahe seekhna in sab waja say loss hojata hay experience na honay say bhi loss hojata hay
      • #4 Collapse

        Forex trading ki is working main loss ki bohat see reasons ha jin main say kuch ya ha k jab hum forex trading ki is working ko start karty ha to is working ka hamary pass koi experience nai hota or hum trading start kar daty ha jis say humy big loss ho jata ha jo ache cheez nai ha.
        • #5 Collapse

          G ha bhai jan ap n esahe bat ke ha or man ap ke bat s eagree krta hon g han bhai jan forex man jo loss hota ha os man bhe humari he koi n akoi ghlti hoti ha ya humary pas trading ka best knowlge naha hota ya hum jalxz bazi se kam lety han
          • #6 Collapse

            the reason of loss could be anything , like agar you are trading with blind inesting you will face loss or if doing trade to become rich in one day then u'll face loss , all u need is to do keep practicing on demo account to avoid loss
            • #7 Collapse

              Trading mein loss hone ka reason ek to yeh hota hai k jab hum jald baazi mein trading krte hai jis ki wajah se hum theek se decide nahi kar pate trading situation and ek wajah se bhi hai jab hum smartly nahi emotionally trading karte hain anf emotions ki wajah se bhi humein losses ka samna karna parta hai and sab se bati galti jo hum karte hain jis ki wajah se loss ka samna hota hai humein woh yeh hai k hum jab greed karte hain zayada profit k lye humein greed nahi karni chahiye bulkey apna profit le kr trade close kr deni chahiye, busyehi wakah hain jis se loss ka samna hota hai traders ko.
              • #8 Collapse

                g han brother mera khayal he kforex trading me loss ki waja he k trader ko apke emotions ko control me rakhe or lalach na kare age karega tu wo kabhi successful nhe hosakta he.
                • #9 Collapse

                  sir mere hissab se loss ki sab si bari waja aap ki jaldbazi hoti hai forex mein ager aap patience se kaam kerein ge to aap ko nuksaan kam hoga q ke jaldbazi mein aap market ki analysis kiyye bagher trade open kerdete hain aur loss ka samna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    forex mai hamare loss ki sab se bari wajah ye hai k ham bina knwldge k hi forex mai trading karne lag jate hain or invesmnt bhi karte hain or knwldge ki kami ki wajah se hi ham loss kar jate hain...
                    • #11 Collapse

                      The main reason of loss in forex is not controlling emotions and over trading therefore we lose money here. Greed factor is one of the big enemy of a trader therefore we lose money in this market. Always avoid greed to make profit in this market.
                      • #12 Collapse

                        Ji han loss k main reason yehi hote hain k hamare pas knowledge aur experience sufficient nahi hota... aur hum emotions ko control nahi kar pate jis ki waja se loss ho jata hai... so hamen zyada se zyada practice karni chahiye ta k hamara experience aur knowledge increase ho.... aur practice k liye demo se zyada better place aur koi nahi....
                        • #13 Collapse

                          meray yaha pay loss karnay ki koi ek waja nahi hai me nay yha pay bhot bar loss kya hai aru me samjhta hon k mjhay in sub cheezon me in jesi baton say bachna chahye aur yaha pay apnay kam ko karna chahye.
                          • #14 Collapse

                            Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading maim loss kay bohat say reason hain emotions pay control na karnay say bhi loss hojata hay kun kay aur lalach karnay say loss hojata hay overconfidence say bhi loss ho sakta hay aur bhi bohat reason hain is leay in reasons ko avoid karna chaheye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              humaray loss ka reason lack of kn0wledge hota hy yh phr greed hota hy...isliye humain chahye k pehly to hum greed se dur rahy us k bad hum apni knw0ledge n experience ko strong karain takay hum loss se bach skaay n achi trading ker k acha earn karsakay....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X