"What is the reason for your loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    the reason for our loss is k humein apni mistakes se kch seekhna chaye hum jo bhi mistakes krte hain wo humein kch sikhata hai because wo mistakes hotee hee is liye hain kion k hum ko uskay baray mein kch pta naii hota likn mistake k baad pta chl jata hai agr hum usko dubara repaeat kraingay to yeh hmaree bewaqoofy hogee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      As anyone know that forex trading is all about your mind .knowledge and experience or mairi nkaami or continous loss ka reason bhi yahe hai kay during trading ma apnay mind ko cool nahe rakh pata ....
      • #33 Collapse

        Forex trading main dosto hamarayloss honaykey barey wajha ba sabri ha or rhamareyjald bazi ha in dono chhezon sayhe hamain trading main sab say zayada loss hota ha or agar ham in dono chhezon par kabo pa lain to ham apnay loss ko stop kar saktay hain or is sayfaida b lay saktay hain
        • #34 Collapse

          mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai or baz ko profit hota hai.
          • #35 Collapse

            Main samjhta hoon loss ki number one reason hamara lalach hai. Jab hum bahut bari lot size ki trade open kar dete hain aur market price agar hamari trade ke reverse jana shuru ho jaye to humen bara loss accept karna parta hai. Agar trade small lot size ki ho to hum market price ka wapis aane ke liye bahut din wait kar sakte hain.
            • #36 Collapse

              janab humary loss ka reason yahi hai k hum achi practice nahi kerty achi learning nahi kerty humain market ka idea nahi hota trading kaisay kertyhain ye nahi janty or trad kerny beth jaty hain is liye humain zada ter loss hotahai or hum nakam rahty hain.
              • #37 Collapse

                There are so any reasons of loss.You do not have a lot of knowledge and experience in this business to start your trading so you can use demo account and gain a lot of experience to be a good trader.
                • #38 Collapse

                  Reason yay hai loss k bina demo account pr practice krkay direct real account pr trading krna hai aur lack of experience aur over confident hokay kisi pr bhi buy and sell ka tag lagana aur phr loss hokr rona hai
                  • #39 Collapse

                    I think we have to be focused and we have to manage the risks and as traders we do have to manage risk all that we cannot avoid in trading, so did business and trading with the right management.
                    :)
                    • #40 Collapse

                      forex trading main loss ki reson sirf or sirf lalach hi hota hay jab app forex trading main lalach say kam kertay hen tu tab app loss kertay hen or ap earn nahi ker patay.
                      • #41 Collapse

                        forex trading main loss to hamy hota hy thora bohat but agar bohat zada loss huwa hy to uski wajha ap khud hain apky emotions or jald bazi main liye huwe faislo ki wajha se apko musalsal loss hota hy is liye trading se pehly demo account main practice krn phr apna work start kren
                        • #42 Collapse

                          forex mai loss karnay k ye reason hain k forex mai sahi se kam nahi karna or kam mai serious nahi hona or forex mai short cut lena kisi b kisam ka thura sa b q lena aap ko loss karwa deta hain or greedy karna or emotions k sath kam karna ye reasons hoty hain forex mai loss karnay k ,..
                          • #43 Collapse

                            people lose money in forex because they are not well experianced and also they dont have much knowlegde about it, and as a result they take wrong steps while trading which lead them to big lose which is after hard to recover.
                            • #44 Collapse

                              forex mai aksar mujhy ab bhi loss hu jata hai kiu kay mai apna fear nahi control kar paata, jaise hi meri trade throe se negative mai jati hai tu mujhy lagta hai kay market ka trend ab reverse hu raha hai aur aksar mai isi fear ki waja se trade negative mai close kar deta hu halanke wo bad mai positive pips mai ati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                jub ham forex trading may trading kartay hay or ham ko forex may loss hona ka sub sy badi maen reason ya hay kay ham ko forex trading may loss jub hota hay jub ham forex trading may news ko follow nhi kartay hay or is may greed karty hay jub hm ko forex trading may loss hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X