Kiya proper learning trading ko easy banata hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya proper learning trading ko easy banata hy?
    Learning har field may ak important role ada karta hy baghair learning koi b banda kisi b field may agay nahi ja sakta or hamaisha khasaray may rehta hy isi tarha Forex trading may b proper learning zarori hay q k is forex trading field may baghair learning agay jana ya kamyab hona mumkin nahi hay. Dunya k jitnay b successful traders or investors hain unho ne pehlay learning k liye apna time waqaf kar diya tha tab ja k aj wo ak successful zindagi guzar rahay hain.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes proper learning hi trading ko easy banati hai or koi b work ho business ho learning or hard working hi us kam ko successful means kamiyab banati hai to traders Forex trading ki learning kerte rahe means practice kerte rahe ache experience or achi knowledge ko hasil kere then success must hasil hogi but time required hoga.
    • #3 Collapse

      han g is main koi shak nahe hai k agr ap forex main training k bad jaty hai to bohat acha perform kar skty hai. q k dear ham aik bat janty hai k forex iak risky kam hai or yaha per hum just us sorat main risk kam kar skaty hai jab tak ham well trained nahe hoty . warna waisy forex ko trading karna asal main gambling k braber ho ga. is lai lazmi hai k ham pahly forex ki nature ko understand karain or bad mian trading karin
      • #4 Collapse

        Dear brother proper learning ap ko har cheez mai madad dati hai chaya wo bsiness ho ya forex agr forex mai al proper learning krta hain tu ap kafi accha trader ban sakta hain or earning kr sakta hain or earning ka bad ap apni life bohot accha tareqa s bita sakta hain
        • #5 Collapse

          G janab proper learning and paractice hamri trading ko bahot acha banaty Han..agr ham Sahi tarha learn karty Han to hamari trading bahot achi ho jati hai aur hammko bahot acha profit mil jata hai es Lia learning bahot zaruri hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: educators پيغام ديکھيے
            Learning har field may ak important role ada karta hy baghair learning koi b banda kisi b field may agay nahi ja sakta or hamaisha khasaray may rehta hy isi tarha Forex trading may b proper learning zarori hay q k is forex trading field may baghair learning agay jana ya kamyab hona mumkin nahi hay. Dunya k jitnay b successful traders or investors hain unho ne pehlay learning k liye apna time waqaf kar diya tha tab ja k aj wo ak successful zindagi guzar rahay hain.
            G jesa aap keh rahy ho bilkul wesa he hay. Agar aap kuch knowledge ly bina he market main kadam rakho gy to market aapko loss k elawa kuch nahi dy ge es ly loss ko bachaany kay ly pehly study karin kaam ko seekhin phir market ma Allah ka naam lay kar in hon. InshaAllah aapko zaroor kamyaabi mily gee.
            • #7 Collapse

              g jo apni proper traiding start rakhy is k sath wo apni learning per bhe focus karey is mn is ko boht faida ho ga kaun is ka knowledge bhe hasil ho ga is k bad is ki traiding bhe hoti rahi gi ...
              • #8 Collapse

                dear friends g han proper learning trading ko easy banata ha Q k agar hm forex ky bary mn proper learning krty rehty hn aur is sy hamara knowledge aur experience barhta rehta ha to is sy hamein ye faida hota ha k forex ky bary mn achi tarah jan lety hn aur loss ka khatra km ho jata ha .
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: educators پيغام ديکھيے
                  Learning har field may ak important role ada karta hy baghair learning koi b banda kisi b field may agay nahi ja sakta or hamaisha khasaray may rehta hy isi tarha Forex trading may b proper learning zarori hay q k is forex trading field may baghair learning agay jana ya kamyab hona mumkin nahi hay. Dunya k jitnay b successful traders or investors hain unho ne pehlay learning k liye apna time waqaf kar diya tha tab ja k aj wo ak successful zindagi guzar rahay hain.
                  han g bhai jn ye baat bilkul thek hai agar trDers trading krny k liye mehnat krty hin to wo bohat asani sy profit bna skty hain or traders ko pta hota k market kis side pai jai g or wo profit bhi bna lin gy
                  FRD 07 TRADING JOURNAL

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X