Learning har field may ak important role ada karta hy baghair learning koi b banda kisi b field may agay nahi ja sakta or hamaisha khasaray may rehta hy isi tarha Forex trading may b proper learning zarori hay q k is forex trading field may baghair learning agay jana ya kamyab hona mumkin nahi hay. Dunya k jitnay b successful traders or investors hain unho ne pehlay learning k liye apna time waqaf kar diya tha tab ja k aj wo ak successful zindagi guzar rahay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим