dosto ik baat apko barri hiran lagy gi k main ye kia keh raha hoon k pehli nakami pehli kamyabi say behtr hoti hae to sunno...forex trading ik aisa business hae jismen aap jitni dafa loss karo gy utny ziada aap kamyab hon gy agr aap pehli investment py nakaam ho jaty hain to next time aa bahot sambhal k trading kro gy aur agr aap 2nd time phr nakam ho jaty hain to phr aap pehly say b ziada mohtat triqy say kam kro gy aur issi trah aap men behtri aati jaey gi jab k apko agr 1st time kamyabi aagaie to aap overconfidance ho jao gy aur mazeed investment karo gy jo k bad men apky liay sara capital loss karany ka sabab bany gi.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим