Little amount is perfect for new traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    yes money does not matter for new traders i think un ki thori equity bhi ho tu wo bhi un ki learning kai liyay kafi hai but my first sugestion tu them that they should do lot of practice on demo account and then enter in this market.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      g han newbie trader ky liye little amount better hai aur aap minimum 100 dollar invest kary yeh best hai aur forex mein trading karnay sy phlay aap ko forex market ko analyze karna hota hai is ky baad aap ko descion lena hota hai so forex aik profitable aur legal business hai is mein aap ko effort ki need hoti hai.
      • #198 Collapse

        Nah bhaei man es k haq min nahi hon k hum chote amount se trading karin aur phir hum es karobar min kafi earning k lalach min bari trading karte hin. Forex trading aik eise karobe he jo humari learning aur knnowledge k humin kafi sare peise deiti he. Humin es karobar min ziyada amount jo bhi hum kar saktin arrange to us ko le kar es karobar min ana chahye.
        • #199 Collapse

          Little amount is not perfect for new traders because the new traders have no full command on this business and they cannot be able to make good income from this short amount.A new trader must invest high amount for making good money.
          • #200 Collapse

            Ji has new trader ko chaihey key wo pehly demo account per practice karen achi tara learning kerney key bas little amount key sath trading karen jab wo dekhen key us ko profit hona shroo ho gia hey to phir wo ziada key sath bhi trading ker sakta hey.
            • #201 Collapse

              gi han new traders ke liye low capital bht best ha ji se aap achi trdaing ke skte han aur aap expereince hasil kr ke apna business ashaan bnate han aur kamyaab hote han
              • #202 Collapse

                ji haan dear forex mai ager kum amount say hi trading kop start karen to new trader ko bhut bhut hi faidaa hoga and ku kay forex mai hum new member ko ziyadaa knowledge nahi hoti hai and forex mai wo phir jald bazi dikhaa ker bhut hi masail mai chalay jatay hain tabhi kum lot per trading karni chaiye.................
                • #203 Collapse

                  dear g han app ne bilkul thek kaha ha aur mein app ki bat say agree karta hon aur mein samjta hun k new traders k liye low investment k sath kam start karna he behter hai kiu k newsbie ko loss k zyada chances hote hen is liye loss se bachne k liye carefull ho ker kam karna zarori hai
                  • #204 Collapse

                    dear jaha bhi ham koh achi kma karna hota aya ha as koh bhi achi lagta ho gay aysa kam koh bhi bohot cahi kam koh janta ho agra muaj yah kam mah pata ha.
                    • #205 Collapse

                      In my thinking that those are the new trader they are invest the min money is the 50$ to 100$. if they are currency trade then there lot size is less than .1 and if they are work on the metal then they are select the lot size is min. this is the best way and they are earn the good money.
                      • #206 Collapse

                        g han ap theek keh rahy hain dear,, forex me trading k liye limited amount hona chahiye jo ky bht zaruri hy q k agr ap big lots me trade karengy tu ap loss utha sakty hain.....
                        • #207 Collapse

                          g bhai jaan mai samjta hu little amount say he new members ko trade lgane chaiye kiu k forex mai ziada say ziada learning ki bhot he ziadya ehmait hoti hai issi say he ap ache trader ban sakte hai
                          • #208 Collapse

                            if you are new trader then you have to accept little amount because zyada lalich main aap apna account loss kar sakty ho so agr aap ko acha trader banna hai tou aap ko choti profit accept karni hogi.
                            • #209 Collapse

                              bachna chahtay ho tau forex trading ko achi tarha se pehle learn karo aur phir demo per practise kar k hi real account per aa kar trading karo aur lalach ko apne mind se nikaal do q k forex aik real bussiness hae aur yaha per mehnat se kam karne wala hi successful hota hae.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                ye baat un k liye hai jo trader new hain aur live ac main seekhna chahty hain wo low capital se suru karain lakin jo new trader proper training le kar kaam suru karty hain wo jitny marzi capital se suru karian un k liye koi pabandi nai hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X