Hamy Loss kis trha ho skta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    well dear humain loss hone ki waja buhat si ho skti hai forum pe copy, paste karne se yah reply 2 line se kam karne se hota hai jis ka humain bonus ni milta or hmra account banned ho jata hai. isi traha trading starting k learning buhat zarori hai kam knowledge hone ki waja se humain loss hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Forum main jis loss ko discuss kiya jata hai wo is foruum k baarey nhi hota hai yahan wo loss discuss kia jata hai jo tarders real trading krty hain us main unko jo loss hota hai Forum main apko yhi loss ho skta hai k ap sahi posts nhi krein aur Moderation apki posts ko detect kr k apka bonus reduce kr dein.
      • #108 Collapse

        forex main humain loss hmari apni mistakes ki waja say hi hota hay is main hum jab tak koi blunder naheen karty hain tab tak humain loss naheen hoti hay so humain loss say bachny k liye learning karni chahye or humain is main seekhny k baad hi kaam karna chahye
        • #109 Collapse

          humir kis tah ho sakta hi well is bat ka tw yh jwab banta hai app ko loss app ki mistake ki waja sa hota app ko jb pta nhee hota kaq app ko trading kari kb hai app ko loss us time ghota hai lack of knowledge bhi is ki waja sa
          • #110 Collapse

            hamara loss trading me greed ki wajah se he ho sakta hai is lye kabhi bhi trading karte waqt aap gredd na karen takey aap ko loss na ho sake or earnings achi kar saken
            • #111 Collapse

              humain forex forum per posting karnay say per post kay 0.20$ cents meltay hain our month kay start main humara bonus instaforex kay account main a jata hai our phr instaforex per trading kar kay humain loss ya profit hoita ha
              • #112 Collapse

                koi bhe kam apko profit or kamyabi tbi deta hai jub ap musbat soch or la-e-amal k sath agay chalty hain lkn jub insan lalach kry ya short cuts dhondy to lazmi hai k wo waqt door nahe jub nuksan uthaO GAy app. so be calm be positive and try to word hard taky nuksan na uthao ap
                 
                • #113 Collapse

                  loss ki koi aik wajah nahi hai is mai bht sari wajhoohaat hain ager app un ko seekh lo gay tu app ko is business mai maza bhi aye ga or app achi say achi earning bhi kar pao gay loss mai ehem reasons yeh hain k greed na karen hurry mai trade na karen patuience ka hona bht zarooori hai
                   
                  • #114 Collapse

                    forex ma loss ke sub sa pehli waja kisi bhe insan ke lalach hoti hai jo shyad waqti toor pa to apko faida day but at the end ap nuksan he uthaty hain or apke sub earning or ap k account sa hath dho bethtay hain. or apke knowledge sa agy barhnay ke koshish sa bhe nuksan hota h
                     
                    • #115 Collapse

                      Dosto hamain trading main is tarha loss ho sakta ha kayham apney koe trade lagain or market kaymotabik lagain lakin hamarey wo trade profit main janay key bajaya loss main janay lag paray to is say hamain loss ho jaya ga.
                      • #116 Collapse

                        bhai jan loss ke mane wja ha greed or best knowlige agr humary pass best knowlige nahi ha to bhe hum ko bari asani se loss ho ksta ha or agr hum greed se kam lety han to bhe hum loss ke tarf jaty han
                        • #117 Collapse

                          bahi app shiad abi new hoo app ko post krny ka bouns milta hai or pher us bouns ki app ny treading krni hoti hai or us say jo profit ya loss hota hai us ko calculate krty hain
                          • #118 Collapse

                            dear ham sab achi trah jante hen ke jo log forex ko achi trah samjte hen unko loss nahi hota woh kam hi loss karte ehn kiu ke unke pass achi skills or acha knowledge hota he or woh achi stratiegies ko use karte hue trade karte hen or loss kam hota he lakin jo learn nahi karte toh phir unko loss hota he jab greed karte hen ya overtrade karte hen
                            • #119 Collapse

                              trade stop kerni he or kab nahi kerni Ese logon ko chahye hoti hay so humain loss say bachny k liye learning karni chahye or humain is main seekhny k baad hi kaam karna keh keh wo trade se pehle trade ke bare seekhen or phir.................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                trading main loss ko kam karnay ke liye humein trading ki zayada se zayada practice karni parti hai. humein forex ka complete knowledge lena parta hai aur apni aik trading strategy banani parti hai. loss control karna inta easy nahi hota forex main.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X