"Why people like to risk rather than to gain experience"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    rick ly gy tu gain hasil ho ga and forex aik worldwide business hay is liye is mein har koi trade kar sakta hy ladies bhi kar sakti hy ager un kay pass acha knowledge hay tu woh achi earning kar saktay hay isi liye unhy chayie kay woh demo trading lazmi kartay rahay takay knowledge mein izafa hota rahay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      dear brother bahot saray log yeh samajtay hain k forex ahot asam hai or wo is main jald kamyabi k shortcut dondtay hain or jald fail hp jatay hain.
      • #108 Collapse

        dear yeh he to sab say bara problem hy new trader k sath k wo emotional ho kr bot bara risk ly lety hen aur jab un ko loss hota hy hy trade ma to wo b bot ziada hota hy es trah wo trading say he out ho jaty hen
        • #109 Collapse

          Bro some peoples say that people who are impatience they just want to earn in short time and with the wish of becoming rich in night and that is true because they take risk and forget the plan of working.
          • #110 Collapse

            yar ap ke bat thik hai ky jab talk loss nai ho ga tou sekhny ka aur jeetny ka janoon kahan say ayy ga lakin ager hamary pass best option hai demo account tou phir kia zarurat hai loss kervay ke .
            • #111 Collapse

              yahan par har kisi ki yahi koshish hoti hai kay wo baghair kisi mehnat kay kuch na kuch earn kar lay. humein forex main bohat saray experience ki zaroorat parti hai jo humein forex main big profits deti hai.
              • #112 Collapse

                kuch log chahty hai k wo jaldi jaldi rich ban jay or wo risk lety hai or phir unhai loss bhi face karna parta hai .is lye behter ye hai ap completely learning kary then trading kary.
                • #113 Collapse

                  bss hmesha samjh k trade krna chahye toh kuch nhi hoota r kuch tricks hooty r kuch soch samjh k trade kiya jaata hai ta k kuch gain kiya ja skaty
                  is trha se forex aap se le ni aap ko dy skta hai
                  be in contact and keep eye on treding
                  • #114 Collapse

                    log mhnt krna psnd e nae krty wo chahty hain kay hmy kuch b na krna pray or hmy profit milta jay per aysa hota nae hai. log forex ko learn nae krty or trading shuru kr dety hain kay wo jaldi say jaldi ameer hojay per ku ky un ko experience nae hota ic liya wo profit nae kr paty or lose kr dety hain
                    • #115 Collapse

                      Assalam O Alaikum, g han business main profit/ loss to hona hi hai magar asal main uss business ko samajhna hi barri baat hai. Forex trading ki learning bhi aap log profit/loss ko ek side per rakh ker karen gay to tabhi aap ko iss main experience hasil ho sakta hai.
                      • #116 Collapse

                        jo log mahnat karna pasand nahi karte toh woh aes ehi kar rahe hote hen ke kuch din kaam kia or dekha ke koi fida hua ya nahi or phr agar nkaam hote hen toh chor dete hen or jo hard worker hote hen woh mahant karne ke bad isko samjte hen or phr kaam kar ke achi skills bana kar kamyaab hote hen forex market me
                        • #117 Collapse

                          hhahhaa muje is swal ka jwab dene men hsi aa rahi he ku k hum log apni is life se itna tng aa chuke hen ya yun smjen k hamen mehnat krne se itna reward nahi milta is liye hum phir yehi koshish krte hen k hamara kahi koi bond lg jae mtlb kuch esa kr dean ya kuch esa ho jae k hum aik dm se sb kuch hasil kr lean is liye log risk ko zyada azmate hen sada lfzon men log apne ap ko apni kismat ko azmate hen
                          or jeette wohi hen jin ko khud pr maan hota he
                          • #118 Collapse

                            b uht se log experiunce k bafd bhi loss lete hn us ki wja h koi na koi wo mistake ker dete hn jin ki wja se unko loss ho jata h experience is m buhrt hona cjhaye or zadasezada is ko learn kerna chaye tab hi hum is m kamyb ho skte hn
                            • #119 Collapse

                              فاریکس کاروبار میں ..... نظر
                              * میں خطرے ایک بہت اہم بات یہ ہے کہ لگتا ہے کہ وہ لوگ جو ڈر نقصان کے بارے میں وہ کاروبار میں دنگ رہ کبھی نہیں ملے اور کچھ لوگوں کو علم اور تجربہ حاصل کرنے کے لئے چاہتے ہیں اور وہ منافع کے بارے میں فکر کبھی نہیں لیکن وہ علم حاصل کرنے اور کے طور پر نقصان کے بعد ان کی پوزیشن میں اعلی جانا چھوٹی سی شکل.
                              tufail12
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                forex kaarobar mein. .. .. nazar
                                mein khatray aik bohat ahem baat yeh hai ke lagta hai ke woh log jo dar nuqsaan ke baray mein woh kaarobar mein dang reh kabhi nahi miley aur kuch logon ko ilm aur tajurbah haasil karne ke liye chahtay hain aur woh munafe ke baray mein fikar kabhi nahi lekin woh ilm haasil karne aur ke tor par nuqsaan ke baad un ki position mein aala jana choti si shakal .
                                tufail12
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X