"Why people like to risk rather than to gain experience"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    is kam me hume risk lena parta hai or risk lenay walay ko he zyada eaning k chances howa kartay hain na k un logo ko jo log yaha pay bina kuch seekhay he barhay barhay risk letay hain learning bhot he zrori howa karti hai is kam me is liye learning ko karna samjhna shuru kar diya kare.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      loss is the reality of aal the business and we just cannot skip it although we can just manage to controll it or minimize it to some of the extents like we can gain the knowledge about how the loss can be controolled aal by the skills.
      • #138 Collapse

        business mein risk nai hota hy ess liy ap b kbi b business mein risk nai lein sirf sai analysis kr k trade krein aur jb ap ko clear na ho k market ka trend kia hy us time pr ap trade nai krien q k agr ap risk lein gy to loss ka boht zyadh chances hein ess liy risk sirf game mein hot ahy busienss mein rsik nai hota hy
        • #139 Collapse

          bhai jan risk tab he acha lagta hai jab aap ne trading proper seekhi hui ho agar proper trading seekhi hui ho gi aap ne to he aap risk zyada le kar bare profits hasil kar saken ge bas hard working karte rahen is business me kamyabi hasil asani se ho jaye gi .
          • #140 Collapse

            Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per log risk is liya le laity hy kun ke unko hardwork kerna pasand nai hota is liya wo forex mai risk ko zaida pasand kerty hy
            • #141 Collapse

              g bhai ye hi cheez newbies trader ko is business mien nahi samajh ati ke wo is mien risk jo hia wo ziyada le lete hain lekin is mien wo apna expereince nahi incraese karte iske liye unko chahiye ke wo market ko samjhen.
              • #142 Collapse

                forex treding buznees min aik to sab se zyda ye hy bat hy kah hum ko is biznees min risk buhat ji zyda lyna hota hy or sab se zyda ye bat hy kah hunm ko is biznees min expereyanc bhi hina cahte
                • #143 Collapse

                  agr hum is main experience ko use kar kay kam karty hain to humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain learning kar kay demo main kam karna ho ga k loss km ho
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #144 Collapse

                    g han traders expernice hasil nahi karty or risk le kar trading start kar dety hey jes ki waja se first day ko hi meri tarha un k account zero ho jaty hey hamy expernice hasil kar k hi trading karni chaye
                    • #145 Collapse

                      g bhai ye baat samajhne ki hia ke forex trading ka business alredy bohat ziyada risky hia aur apko chahiye ke ap is mien proepr risk management ke sath is mien trading karen to hi is mien kamiyab hosakte hian.
                      • #146 Collapse

                        Maximum log trading ka knowledge aur experience nahi letay aur high risk ley kar profit bananey ki koshish kartey hain jis ki waja sey unhain big loss ho jata hy aur woh disappoint ho kr forex ko chhor detay hain. Lekan sahehe tareeqa yeh hy keh pehlay knolwedge aur experience hasil kia jaye aur phir trading start ki jaye.
                        • #147 Collapse

                          Aesy traders jo just forex sy earning hasil kerna chahty hain ky forex main koi hardwork na kerna pery just ham trade open kerain aur hamain profit hi ho but aesa hota nehi hai agar apko forex market main trading ka koi experience nehi hai tou ap kabhi bhi forex market main trade ker ky success hasil nehi ker sakty sirf loss hi kerty hain
                          • #148 Collapse

                            humain is main agr kam karna hay too huamin risk lay kar kam karna ho ga magr humain demo ko use kar kkay practice say kam karna ho ga expereience sayay kam karna ho ga
                            • #149 Collapse

                              experience hasil kar k hi hum sucess karty hain aur is main risk ko lay k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main achi trade karny k liye hamain plane kar k hi hum achi trade karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                risk se acha hai ke ham kam kama kar acha experience hasil kar len forex se kiun ke jitna ziada risk barha hai loss ke chances bhi utne he barhte hain risk kam se kam rakh kar agar trading kar li jae or proper mehnat ke sath kaam kiya jata rahe to bina kisi problem ke forex se acha kamaya ja sakta hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X