"Do you think Money Management is Important"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Aschy trader ki ya nasni hy ka wo trading ka doran mony management ka hasb sy chalta hy us ka pass jatna balance hota hy us ka has sy trade ka volume use karta hy aur withder bi apny account sy km karta hy tak ka us ka balance bi barta jy aur trading bi aschi ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      G han Money management bohat he ziada zarori hissa hai hai forex business ka. Agr aap money management ka khyal nahi rakhain gay to aap ka account bohat jald he wash ho sakta hai kyun k aksar trader trading bohat ziada krtay hai aur money management ka khyal nahi rakhty aur trades open krty rehty hain is waja se un k account wash ho jaty hain. Money management ka matlab hai k apny account ki equity ko dekhty howay trades open krna aur low risk pr trade close krna.
      • #213 Collapse

        forex trading main money management bohat zaroori hay agar hum money ko theak trha say manage kar kay trading karen gay to humari trading tabhi achi ho sakti hay aur hum loss ki ratio ko kam kar sakty hay
        • #214 Collapse

          is forex main hamain mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur money ko mange karny k liye bi hamain experience hasil karna ho ga aur profit hasil karny main bi asani ho saky gi
          • #215 Collapse

            forex mai money management bohatzada important hai ap kay pass money management ka knowledge aur ap es ka rules ko follow kr sakty ho tou ap forexmarket mai lot sizesay ly kr profit earning tak boha acha handle kr sakty ho.
            • #216 Collapse

              agar hum money management karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi hoti hay aur humay chahiey keh esmain jald bazi na karen kyun keh jald bazi say market main loss he karna parta hay
              • #217 Collapse

                Re: &quot;Do you think Money Management is Important&quot;

                money ko mange kar k hi trade karni ho gi aur ye sab k liye best buisness hai is forex main apni think ko positive rakh k hi trade karni ho gi ta k achy say perform ho saky ga aur hamain is say profit hasil ho saky ga
                • #218 Collapse

                  Re: &quot;Do you think Money Management is Important&quot;

                  bro mein ap ki bat sa agree krta hon forex trading aik risky or boht complicated business ha is mein money managment ki boht zroorat hoti ha ager ap money ko achi trah sa mange kr rhy hain to ap achi earning kr sakta hain.har new trader sab sa pahla demo account pa hi trading startkrta hai so us ko pata hona chaiya k money ko kasa manage kia jata hin.
                  • #219 Collapse

                    Re: &quot;Do you think Money Management is Important&quot;

                    Jo log forex trading main apni mony management nahi kerty wo is main kamyab nahi ho sakty kion k aap k pass jitna bhi balance ho ager ap isko properly use nahi kerain gay to ap ko loss hoga aur wo balance khatam ho jaye ga. Yad rekhain k ap lot size hamaisha apny balance ko dekhty hue lagain ager kam balance pay lot size ziada lagaya to forun apka account wash ho sakta hai.
                    • #220 Collapse

                      Re: &quot;Do you think Money Management is Important&quot;

                      money ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k cahy say trade karny k kabil ho sakty hain aur ye sab k liye best hai is forex main kam kar k apni har zarorat ko pora kar skaty hain aur hamain market main profit hasil ho saky ga
                      • #221 Collapse

                        Re: &quot;Do you think Money Management is Important&quot;

                        Forex market man money management aur risk management sath sath chalti hain aur trader ko ye dono chezen sath sath chalana perti hain ager trader ko ye lagay kay wo stop loss use na ker kay achi trading ker lay ga to ye us ki bhool hay wo ho sakta hay kay boht achi trading keray ga lakin wo apnay account ko har time risk main rakhta hay.
                        • #222 Collapse

                          Re: &quot;Do you think Money Management is Important&quot;

                          yes my dear friend is business me sab say pahly new trader ko money management ko sikhna cahiye ke wo apne capital ko kese utilise karain then agay chaly
                          • #223 Collapse

                            Re: &quot;Do you think Money Management is Important&quot;

                            yas business aik risky business zaroore ha lakine is ma agr aap ko kmnowlged ho our expewrinec ho to aap is ma risk ko kam kar sakty ha our eache earning kar sakty ha is ma aap ko mind sa kaam karna caahy is ma aap ko apne har trad ma stop loss our tak profit ka use karna cahay our is kay liay aap ko moneyminegmint ki knowlged hona zaroore ha is ma aap ko mahnat karne cahay is ma seekna cahay ya aik best online business ha
                            • #224 Collapse

                              Re: &quot;Do you think Money Management is Important&quot;

                              is forex main kam kar k hi hum achy say trade kar sakty hain aur hamain apni think ko positive rkah k hi um achy say trade kar skaty hain aur hamain is forex main money ko mange kar k hi hum achy say perfrom karny main bi koi muskil na ho saky gi aur hamain is ay faida ho saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Re: &quot;Do you think Money Management is Important&quot;

                                hum apni think ko positive rakh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main information hasil kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is forex main earn karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X