"Do you think Money Management is Important"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g bilkul theak kaha hae ap ne money is very importnat in the business jab beh kam ke to ak palnning se mangagment sae tabeh wo kamyae ke manzal kae tarf ata hae or asane ke sath apna manzal apa lata hae us kae laya mahnt strugle , learning un sab cheazo ka hona bhot zrore hae tbeh hum asane ka sath succeful ho saket hae or acha profit kama sakte apen wishes zroryt ko paora kr skate hae
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      gee haan bhai ofrex trading mein money management kr ke kam krna prta he aur jo trader es ahmiat ko na smjhte hien aur apne trading mein loss krte hien to woh es wja se krte hien keh woh money management na krte howe trading krte hien jes ke waja se loss othaty hien
      • #183 Collapse

        Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per apko chahye ke ap apni investment ko proper manage ker ke he trading ko start karo ta ke ap is mai looss na ker do
        • #184 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha is business me money mangement se kam krna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam krty hain tu hm is business me asan ise success ho sakty hain is iliye hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam kiaa kareen
          • #185 Collapse

            han dear ye aik real buiness hais i ko koi bhi kr slta haiye aik acha buiness hai si ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik acha buness hais i ko kahein bhi kiajksta hai ye aik ral buiness hai si ko rule k teht kiajta hai
            • #186 Collapse

              Money management is very important. Yeh aap ko ziada loss sey bachati hy aur agar aap ney money management ko study nahi kia to aap wrong decision letay rahain gey aur small equity key sath sath big lots lagatey rahain gey. Yeh aap ko sekhata hy keh aap ney equity ko kaisey use krna hy aur kis tarah sey orders laganey hain.
              • #187 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                Forex is a world wide business and also it is a risky business. In this business we need more and more knowledge and experience about this business. In this business money management play vital in surviving forex market.
                money manage karna bohot ziyada important hai chahy wo forex ho ya koi aur busniess and my dear brother forex jesy business mein ager hamein aik kamiyaab trader ban'na hai to hamein trade k sath planing karna ho gi aur apni money ko manage karna ho ga
                • #188 Collapse

                  g han forex trading mien money management ke baghair to ap kabhi bhi kamiyab ho hi nahi sakte is mein apko chahiye ke ap proper money management ke sath trading karen.
                  • #189 Collapse

                    G han hmen is business me money mangment se hi kam krna chahe tb hi hm is business me asani se acha earn kr skaty hain or is business se hm success b tb hi ho sakty hain hmen is business me hmeshah soch smjh k kam krna chahe ta k hm acha earn kr skayn
                    • #190 Collapse

                      sir main abhi is k bary main nahin janta hon kun k main abhi forex main naya hon abhi main trading nahin karta hon is liur jab main trading karon ga to main ap ko in tamam ssawalon ka jawab de sakun ga main is k bary main abhi bahut kuch seekh raha hon.
                      • #191 Collapse

                        Jee bahi money management tu bohat zarori hai agar kisi bandy ko yah na ati hoi wo tu apnaa account juldi dy juldi loss kr skta kiu k trading mai plan or money management bohat hi zarori cheaz hai
                        • #192 Collapse

                          ji bilkul in forex trading money management waqai ek important fact hy jis ko humein soch samjh kr aur sahi se istamaal karna chayein cuz money ko manage karny se yahan hum kam kar sakhtey hy aur ek kamiyaab insaan bn sakhtey hy
                          • #193 Collapse

                            G bhai trading me sub se pehly new users k lie yehi acha hota hy k wo subb se pehly money managment ko seekhain qu k ye forex trading k lie bohot zaruri cheez hy isky bgair trading me ap loss hi uthae gy.. issi lie new users ko money management par dehan dena chahiye orr isko seekhna chahiye.
                            • #194 Collapse

                              agar ap ne forex markete me survive krna ha to money management bohat ahm ha. forex business me success hasil krnay ke liye ap ko bohat zaida learning aur mehnat krni prti ha. ap ko forex ka acha knowlege hona chiye aur experience ke sath ap ki earning be zaida ho ge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                bohat zarori hai kiyun ke ap ko yeh pata hona lazim hai ke ap ka kitna amount use hona hai or kitna amount loss main jana hai so is cheez ki calculation ka hona lazim hai so money management ka hona lazim hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X