"How to control greed and fear"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    Fear ko control krney key leye confidence ka hona zarori hota hy aur yeh demo account main practice sey control ho sakta hy. Lekan greed aap ka internal issue hy aur is ko aap ney self confident sey control krna hy. Take profit ka use krain, takeh ziada profit ka lalach hi na ho aur aap ki lots khud hi close ho jayen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      forex trading mein apko chahiye ke ap is mein bohat tareeqe se trading karen aur apni greed ko control karen aur is mein ap kabhi bhi laalchi nahi hon warna apko is mien loss hosakta hai.
      • #288 Collapse

        insta forex treding biznees min agar jum apni gareed par control karyn gay to tab hum ko yahun par buhat hi achi or sab se bajtren prifit hadil ho sakti hy gareed se bachna cahye hum ko
        • #289 Collapse

          agr hum is main greed ko kabo kar kay kam karty hain to humain achi earning hasl ho sakti hay magr humain demo ko use kar kay kam karna ho ga humain hard work karna ho ga learning karni ho gi
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #290 Collapse

            Fear and greed ku contorl kerny ka aik hi tarika hai k trader thora sa profit lay k market say side pay hu jai ta k greed ku avoid kiya ja saky ager account chota hai phir tu bilkul lalac nae kerni chahye.
            • #291 Collapse

              Agar ap apni forex market main open hony wali trades main greed ki waja sy loss ker jaty hain ya fear of loss factor sy effected hain then apko forex market main apni open ki jany wali trade main stop loss aur take profit select ker ky trade kerni chabiay aur after some time market ko visit kerty rehna chahiay ky trade close ho chuki ho
              • #292 Collapse

                jab b hum kam karty hain to humain learning kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay magr huamin demo ko use kar kay achy say kam karna ho ga
                • #293 Collapse

                  Greed aur fear donon dangerous hotey hain. Jo log trading key doran greedy ho jatey hain, woh sara profit zaya kar detay hain. Agar aap ko loss ka fear hy to phir demo account main kam karain takeh aap ka confidence barh jaye aur aap real account main without fear of loss kam kar sakain. Greedy people ko trading nahi krni chaheye.
                  • #294 Collapse

                    hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur greed k sath hum achi trade nai kar skaty hain aur planing kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur earning ho
                    • #295 Collapse

                      Yes dear ap ki bat thek ha hume is business ma greedy se door rhna chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                      • #296 Collapse

                        Brother forex main aik trader k leay greed sab say dangerous factor hia us main hum is ko control kerna ho ga our trader k ilawa us ko koi control nahe ker sagta hai ager ap greed ko control ker letay hian to pher app ka fear factor auto pay control ho jaey ga
                        • #297 Collapse

                          Greed aur khof ko control krny ky liye hum ko chahye ky hum har ksi ko follow na kryn. khud learn kr ky khud apna alalysis kryn aur stop losss ky sath trading karyn. ta ky agr humari entry wrong side jae to hum ko bhot loss ka face na krna pary.
                          First LEARN Then You Can Remove The "L"
                          • #298 Collapse

                            Forex trading Business main Greed aur Fear aisey emotions hain jo Trader ko kabi b successful Trader nhi bnany detey, ek achay trader ki yeh nishani hoti hai ke wo Greed aur Fear jaisey emotions ko control krna janta hai,
                            • #299 Collapse

                              Jee yeh samjh lain k greeduar fear appko kamyab nahi hone dai sakta hai iss main ziada tr log in do cheson ko control nahi pate uar woh in ki waja se hi nuksan uthate hain aapko iss main lalach free ho k kam karna hota haihi ta knaap iss main kamyab ho skaen aapbiss main mehnat karen zaror kamyab hun gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                bhayo ye to har tarder pay depnd karta hai k wo apni greed or apny dar ko kesy control kar sakta hai main yehi kehna chta bhai ap jub bhi trade kary bhai apny damag ko hazr rakhy apny damag say tradng kary bhai kabhi lalach na laie dil main or na hi dar

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X