"How to control greed and fear"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    daear forex jaise business mai fear ko control karne k liye ap ko mehnat tu bohat karni hoti hy sath sath ap ko bohat sara knowledge b gain karna hota hy wo ap just start mai mehnat karain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      is men to koi mushkil nahi he k greed par kaise qaboo paya jae bs apne dil ko samjhane ki baat he q k dil men agar lalach ko jga na di jae to hi behtar hota q k ye insan or karobaar dono ko deemak ki tarah kha jati he
      • #258 Collapse

        Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading m knowledge or experience ho to ap tb he apni greedy or fear ko control kar sakty han or tohra tohra kar k ache earning kar aakty han
         
        • #259 Collapse

          bhai jan men ap ki bat samajh gya hn ap ny ye poocha hy ky kis trha fear or greed pr kysy control kia jata hy to bhai jan us ky liy aap ko target set krna or proper planning krna boht zarori hy agr proper planning or target set kren gy to easily profit hasil kren gy or loss bhi nahi ho ga ap ko
          • #260 Collapse

            Assalam-O-Alaikum forex trading me bhai jan greed aur fear say bachney kay liye aik to ap ko patience ki zroorat hoti hay aur aik money management ki aur ager ap apna daily ka target set kar kay trading kartey hen to ye ap kay liye bohat he better hota hay.
            • #261 Collapse

              forex trading mai humay jitna hosake trading k duraan lalach nhe karni chaiey is per hum bhot ache say control kar sakte hai per is k liye humay trading daily basis per planing k hisaab say he karni hoge us say hum trading mai lalach say bach sakte ha or ache say profit earn b kar sakte ha easily
              • #262 Collapse

                Sir jab tak ap log is may ap full kamyab nahi ho jatay hain to apko her taref say fear and greed nahi khatem ho sakta hai peylay ap log is may kaam seekhay us kay baad ap is say jaan chora saktay hain waiay nahi thank u
                • #263 Collapse

                  risk factor ko kam karna ho to greed ko control krana or lot size kam se kam use karna ho ga agar ham en bato ka khayal nahi raken gey to greed par control nahi kia ja sakta
                  • #264 Collapse

                    Trading key doran greed ko control krna buhat zarori hy. Agar aap huge profit key chakar main rahain gey, to jo profit asani sey ho raha hy woh bhi zaya ho jaye ga. Greedy log hamesha tension main rehtay hain aur pursakoon trading nahi kar patey. Agar aik target bana kar kam kia jaye to aap greed aur over trading sey bach saktey hain.
                    • #265 Collapse

                      Greed ko control karnay ka best way yehi hai kay hum apnay apko sumjhain apna mind bana lain kay kabhi bhi lalach nahi karain gay lalach se behtar hai kay hum wait karlain ku kay lalach humain faida to day nahi skti magar loss zaror karwa skti hai .
                      • #266 Collapse

                        trade ma lalach sy insan doobta ha is ko sab bohat achi tarha janty hain....hamy forex us waqt benefits dy gi jab ham is ko mukamal samaj k aur tahamal k sath trade kary gy....!!!
                        • #267 Collapse

                          We are start the Forex with the compkete knowledge and experience. Si that we are able to control the greedy and emotion.
                          • #268 Collapse

                            Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy bhai g forex mai grredd ko rokna bohat he muskil hy kun ke baz traders ko pata he nai chalta ke wo greed ban rha hy
                            • #269 Collapse

                              dear is buiness ki baar baar practice kr k ap kafi earning kr sakty hain ye aik real buiness hais i ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik good buiness hais i ko kahein bhi kiajksta hai ye aik real buiness hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Zeyada sy zeyada mehnat kar k learn kiya jaye phir demo par achi practice ki jaye apni galtion aur khamiyon ko talash kar k unko dor kiya jaye ye e aik tarika hai k ham seekh kar fear aur greed ko do kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X