"How to control greed and fear"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    forex main insan boht ziada greed krta hy trading krty hoy greed se avoid krna chahye kiyo k greed boht dangrous hy is se hmen loss hota hy forex main trading k lie smal lots laga kr acha profit earn kr sakty hn forex boht acha aur profitable business hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      hum greed ko rok skte hn ager hum khud che phle to apne ander ye lalch pan khtm kre or her kam jo ap k rhe ho is m ap jitna kma rhi hn is m allah ka shkur guzar kre tab h ap greed ko kam ker skte h or aik ache trader bn skte hn or life m age ja skte hn
      • #228 Collapse

        yr lalach bori bala hai ye story to hum sab ne pari hai yad hai na wo bachpan k din k bohl ge the greedy dog ye to fact hai k greed ko control karne wala hi ek acha trader ben sakta hai lakin is ko control krene k liy hum ko apni khuwashat ko control main rhakna ho ga
        • #229 Collapse

          i agree dear greed ur fear esay emotions hai jin ke mojudgi ma hmara mind quick ur right decision nahi lay sakta ur hum galt decision lay laytay hai jis ki waja se hum ko loss ka samna karna parta hai i think agar ap par day ko target set kro gy earning ka to is tra ap greed se kafi had tak bach sko gy..
          • #230 Collapse

            greed aur fear ku khud control mein rkhna chahe forex trading mein greed aur fear se trading krna acha result nhe deta he es leie forex mein kam krna he tu sahih kam krein aur es mein acha soch smjh kr trading krein kabhe greed aur fear mein kam na krein
            • #231 Collapse

              Forex trading main as usual c bat hai greed or fear jo acha trader hoga vo hmesha apna greed and fear achy say control krega or krna bhi chahye agr ap lalach karogy tw kbhe earning nh ho skti..:cool:
              • #232 Collapse

                mere kheyal se es ka sab se behat hall hai ap ki planning. agar ap start main hi planing krne lg jate hai or apni bnai gai planing pe amal krte hai tu ap in dono chezo se bach skte hai lekin sab se aham bat hye hai k ap ko apne ap ko us plan main 100% involve krna hoga
                • #233 Collapse

                  Forex can change my life ji haan bilkul hum apne greed ko is tarahn rok sakte hain k hum achi planning banane k bad sirf usi pe focus rakhein or ki chaht jab karen jab hamre pas utne wasail bhi mojood hon or hum utna hi successful bhi hun i agree this business.
                   
                  • #234 Collapse

                    Greed is some thing that we can not control easily, as it is not the knowledge rather it is the experience, so when you are experienced you can not earn the money, greed can be uprooted only when you earn patience.
                    • #235 Collapse

                      Forex is depend on experiance Acha trader bane ke liye aap omchahiye ke apni greed pe control rakhen aur bilkul bhi emotional na hun kyunke is se aap ka kaam acha nai hota hai aur aapko loss honjata hai it is very good way of earning at home.
                       
                      • #236 Collapse

                        forex acha business hy or iss me greed sy bachny k liye zarori hy hm apni emotions pe control rakhyn apni trading pe concentrate karyn.or bager kisi dar k trade karyn kiun k agr apk pas trading ka full knowledge or experience hoga to hmen koi dar nahi hoga
                        • #237 Collapse

                          is main jo greed ahy na is sya bachny ki puri ki puri koshish karni chahey jnab...ye iak kafi achi job hay har aik kleye hi hay ,,,sub hi k loye best hay
                          • #238 Collapse

                            forex mein ap agar in dono cheezon ko avoid karna chahte hain to apko forex mein time dena hoga kiunke ye dono cheezen itni jaldi nahi avoid karna ati,ye apko forex mein experience hi sakhata hai aur ap is se seekh kar earning karte hain.
                            • #239 Collapse

                              Jo bhe traders is trading main trading kar rahay hain woh greed ko nhe chor saktay hain kunkeh paisa kamana hummari greed hay jo keh hum chor nhe saktay hain haan iss pay kabnoo pa saktay hain jiss trader nay iss pay kabo panay ki koshish ki hay woh losshe karta hay kunkeh paisa hummari zaroorrat hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Insan bus ak he traha sy ap ni greed ko control kar skta hy agar vo achi earning karty or bhot hard work kar

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X