"How to control greed and fear"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bilkul hum apne greed ko is tarahn rok sakte hain k hum achi planning banane k bad sirf usi pe focus rakhein or ki chaht jab karen jab hamre pas utne wasail bhi mojood hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Bhai agr apko baghar kisi greed or fear say bachna hai to apko pehlay risk free trade karnay ki zaroorat hai q k mjhay trade kana asan hojata hai
      • #63 Collapse

        g greed or fair ko control karnay k lea sirf calam or cool rahan or aram sa kam karan jaldbazi sa kam na la to app greed or fair donu pa kaboo pa sakty han...
        • #64 Collapse

          agar hum kamyabi ke sath trade karna chahte hai to hume chahiye ke hum greed na kare aur utna hi earn kare jitna deserve karte hai aur is trade par jo hamara dar hai us ko khatam karde hum isi trah hi kamiyab hosake ge.
          • #65 Collapse

            is kaam main aap ko hcaiy kay aap ahcay say kaamain or ahcay sya is kaam main begair lalch kay kaam karian ta kay aap ko he is ka faida bhi ho sakay.
            • #66 Collapse

              fore xme greed or fer ko contrl krtene klie a k trader ko chaey g k wo demo accunt pe achi trade trade kre or demo account pe trade kr k apne app ko real account k lie mazbot kre g isi tra se fear km ho pay ga
              • #67 Collapse

                greed to control main rhana chahe greed krain gy to is main koi bhi acha kam na ho pae ga to is main shaih work krain aor greed ko kabhi na lain business man
                • #68 Collapse

                  greed or fear ko control kerna ap k apny oper ha ziyda lot ki trade na lagai jaey or moqa dekh ker trade lgai jaey risk na liya jaey warna loss ho sakta ha greed sab khud ko bchaya jaey
                  • #69 Collapse

                    agar ap ko greed aur fair ko khatam ker na hai tu start mai ap ko khob kam volume ke trade ker na hoge wo bhe demo account say es mai ap ko apne mistake say bhe khob sekna hoga lazme.
                    • #70 Collapse

                      agar aapko greed aur fear control karana hai to aapko bahut hi practice karani hoti hai aur aapko monthly ka target bana kar usme hi trad karana hai aapko usse jyada profi tkabhi nahi karana hai agar aap is tarah target bana kar trad karte hai to aapko thoda control ho jata hai greed aur faer par aur aapko loss nahi hoga
                      • #71 Collapse

                        forex ak esi job hai jaha greed krny waly hamesha loss main chaly jaty hn aur un ka greed un ko tabah kr dayta hai shuru shuru main jb koi trader achi earning krta hai to wo over confident ho jata hai aur galat time pay galat investment karta hai is lye k wo lalach ka sheekar hota hai aur kuch log esy bhe hn jo greed ni krty bal kay wo sirf khof ka sheekar hoty hn aur nakam ho jaty hn
                        • #72 Collapse

                          brother ap ko agar forex trading business me greed and fear ko control krna hai to sabse phly apne emotions pe control karen q k emotions he apko pump karty hain for greed and fear also .. just apko chahiye k ap zaida se zaida mehnat karen and then apko greed ki zarurat nahi parygi q k apko acha output milyga..
                          • #73 Collapse

                            We are all humans and one of the greatest emotions that has a huge impact on our trading is Fear , the fear if loss is , fear of being incorrect . You have a great trading system but if you can't deal with your emotions you won't make it as a trader to become a successful trader you must stop your emotions and fear
                            • #74 Collapse

                              main samjhta hoon ke ye dono asi cheezen hain jo ap ko koi bhi learn nahi karwa sakta hai is ko control karne ke liye ap ko khud try karna hota hai kyoun ke ap ke ander ki cheez hai aur ap ko is main khud se yani zati tor per control karna hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                in trading business we think how we trade kiu k jb hum trade krty hein tb hamary mind main boht sy questions aty hain or greed b ati hai or fear b or in dono ko control krna itna mushkil nhi hai lakin hum ko patience k sath kaam krna chahiya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X