"How to control greed and fear"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dosto ham apney trading main greed ko or apnay fear ko is tarha control kar saktay hain kay ham trading main proper learning karain or is main apna experience baerhayain or is main ham apney trading skills ko b barhain or apnay andar confidence pada karain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      the greedy and theemotion is the posion in the forex busienss we can make the more money in the forex busienss this si the great way to making the money but the lack of the knowledge and the greedy make us the losser in the forex busienss
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
        Controlling the greed is one of the key factor to become successful in trade. You may earn huge but you should not expose your greed. You have a lucky day but do think that it is will happen all the time in your trade. SO, be careful and make trade then.
        agar apko mgreed se bachna hai to apko monthly yaa daily base per koi tyarget fix kerna huga,.
        agr apko fear mehsoos huta hai to apne loss se seekhna chaey,.
        • #19 Collapse

          dear agr hum greedy or feer ko control krna chaty hn tu is ky liye humy strong plans ki zarort hn or humy trading self confident sy krna ho gi .humty talent pr trust krna ho ga or pir ja kr hum ya chezy control kr sky gy .
          • #20 Collapse

            I think greed or fear most dangerous factor hai forex trading main agar ap greed ko avoid kar k trading karay or without fear k trading karay tu ap loss se bach saktay hain q k trading main greed trader ki big enemy hai.
            • #21 Collapse

              ji haan bilkul hum apne greed ko is tarahn rok sakte hain k hum achi planning banane k bad sirf usi pe focus rakhein or ki chaht jab karen jab hamre pas utne wasail bhi mojood hon or hum utna hi successful bhi hun
               
              • #22 Collapse

                ji haan bilkul hum apne greed ko is tarahn rok sakte hain k hum achi planning banane k bad sirf usi pe focus rakhein or ki chaht jab karen jab hamre pas utne wasail bhi mojood hon or hum utna hi successful bhi hun
                 
                • #23 Collapse

                  agar ap ko greed aur fair ko khatam ker na hai tu start mai ap ko khob kam volume ke trade ker na hoge wo bhe demo account say es mai ap ko apne mistake say bhe khob sekna hoga lazme.
                  • #24 Collapse

                    ji ye ab ap pe depent karta ha k agr ap ik acha trader banan chahte hain tu ap ko na tu koy greed honi cahaye k aj hi ap forex pe work kar k ameer bano or na hi forex sy koy fare hona chaye bus ap ko khud pe confidence hona chaye
                    • #25 Collapse

                      Dear ap greed ko to control krne k liyeh yeh krsakte hain k ap apne leverage ko kaam rakhen to hoga yeh k jab apka greed apko investment k liyeh uksae ga to foran se apni investment use nahi krsakenge or sirf ek hisaa hi apka loss main jaega.
                      • #26 Collapse

                        daikhan hmain darna nai chiye hmai ek dfa to kisi b bussiness mai risk to lena parta hai na is liye hmain is mai himat kar k invest krna chiye aur raha greed ka swal to hmain cahiye k ham is mai thore earning per khush rhain ziyada ki lalch na krain
                        • #27 Collapse

                          O bhai jee is mein contro karnay wali kia bat hai bus ap forex mein trading k doran apny dill ki bat na sunain aur apnay dimag se trading karain insha allah ap k dimag me lalach ka khayal bi nahi aye ga.
                          • #28 Collapse

                            Forex me aik bohat bari misconception ye hai kay hum samjhty hain kay daily base per hum scalping kar kay or buying selling kar kay easily profit le sakty hain jab kay humen is baat ka knowledge nahi hai kay scalping hi greed or loss ki main reason hai. Agar hum higher time frames per trading Karen tu weeky base per 1/2 orders hi humen scalping ki trading se ziada profit de sakty hain or higher time frames me loss bhi easily manage ho sakta hai.
                            • #29 Collapse

                              forex me jab hum trade krty hen to us time heme apny profit and loss ka dar hota hy ke kahi hame loss he na ho jay or jab hme profit hota hy to hame is me greed ka khatra hota jis ko hum bar bar ki demo account me pratice de dor kia ja sakta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Aap ne theek kaha hai trading karte waqat humain apni greed aur fear ko control karna chahain is k liye mai aap ko ek tip deta hun jis se aap in ko control kar sakte hai mai is ka use karta hun aap take profit aur stop loss set kar liya kare is se aap greed bhi nahi kar paye ge aur aap ko fear bhi nahi karna pare ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X