"stress in Forex "

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Forex trading market ke situation ups and down hoti rahti hay to trader bohat stress or tension lata hay trader ko chahiy Kay Wo apny maind ko khee or lagy TV etc dakhy families may time pass kary .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Ye natural cheez he jahan profit ho wahan tensions to rehti hein agar hum forex ko dakhin to es mein tension he kiu k log es mein trading karty hein risk ziada honay ki wajah se ehsay log loss mein tension mein rehty hein or forex hi he tension.
      • #213 Collapse

        Forex is the biggest market and its earning is very high. You want to work in the fire market. Your mind is fresh and you are do not take he tension. You are good work
        • #214 Collapse

          nhe bhai jaan aisa humay nhe karna chaiey balke forex say humay daily basis per theak say experience k saat he trading karni hoti hai usi base per humay forex trading mai kuch experience hasil hosakta hai and usi base per hum kafi ache say b trading kar sakte hai
          • #215 Collapse

            Stress in the pakistan forum forex trading my agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho
            • #216 Collapse

              stress ka kisi b business mein hona buhat nuqsaan de sabit hota ha lekin forex meine abhi tak koi stress nahi dekha is mein hum beghair stress k kaam kar sakte han aur easily money earn kar sakte han
              • #217 Collapse

                Assalam-O-Alaikum no doubt key jab ap forex trading ki market me trade kar rahey hotey hen aur ap ki trade loss me be chali jati hey jis sey ap key mind me stress paida hota hey is sey bachney ka sirf aik he rasta hota hey aur wo ye key ap kabhi be is me big risk na len aur hamesha trading small lot me karen.
                • #218 Collapse

                  Sir apki baat theek hai si may ap ko forex say hi atttach hi rehnat chahiye tab hai apk9o us may kaafi kuch hasil ho saktay hai yanki si may hi ap lo aattach rehan chahiey is may hi khud ko streess kerna chahiiey si say ap log boaht jald kamayb ho jsye gaye thank u
                  • #219 Collapse

                    jab hum forex me high risk pe trading karty han to humen stress nahe lena chaye kyoun k stress ki waja se humara effect trading pe parta hai is waja se hum trading beh theek se nahe kar paty stress na lo
                    • #220 Collapse

                      salam dear bro yes a[ki baat tek hai kai hamey businessmai stress hona chahiha business me stress ka hona dangerous hai. us ki baad hei hamey bonus milaiga
                      • #221 Collapse

                        Jee stress main hon tu kabi behi trading nahin karni chayie balk trade chore kar relax karna chayie aur koi tv play ya outing par nikal jaian aur jab ap stress sey bahir ajaian tu phir ap dobarah trading start karain ager stress main trading kartey rahain gay tu loss otahian gay.
                        • #222 Collapse

                          forex ke business me stress rehta he hai agar forex me mehnat ke sath kaam karen ge to aik time aye ga jab market ko samajhna bohat he easy ho jae ga aap ke lye or aap phir easily successful trader ki tarha se kaam karne lagen ge stress free reh kar .
                          • #223 Collapse

                            dear forex trading aik aisa business hai jis mai ap na chaho bi to tension ajati hai hamare aik adat bohat bure hai ke jab ham order place karte hai to bus us ko daikhte rehte profit mai jae to theak loss mai jae to stress is liye order laga kar chor de ........
                            • #224 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha is business me hmen stress k sath kam nahi krna chahe hmen is business me hmeshah soch smjh k kam karna chahe stress k sath kareen gyn tu hmen is business me kafi loss b ho sakta ha isi liye hmen soch smjh k karna chahe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me stress k sath kam nahi krna chahe hmen is business me hmeshah soch smjh k hi kam krna chahe tb hi hm is business me asani se achi eanring kr skaty hain or success b asy hm asani se ho sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X