- Try to make plan before starting forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2236 Collapse

    Trading plane boht zarori hay trading plane kay bina trading nhi ho sakti. trading plane main trading account ki amount say le ker trading entry , aur stop loss aur take profit ki setting aur trade ki lot sizing aur ager trade loss main chali jay to is ko manage kernay ka tarika, trading time, trading pairs, aur software sab shamil hain. Trading plan short aur tamam pehlo ko focus kerta ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2237 Collapse

      hamain is mai kam karny say aphly is k bary main information hasil kar k hi trade karni ho gi aur har koi is forex main achi trade lga sakta hai so hamain market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k hamain market main faida ho skay ga
      • #2238 Collapse

        agar hum forex ko join karna chatey hain to hamy planing karne ho ge ky hamy kitne amount invest karne hain kon sy analysis use karny hain or kitne time trading ko dena hain or pher hamy end tak ise paln ky mutabik kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
        • #2239 Collapse

          Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha forex trading m jab b trade open karni ho to pehly is k bary information la lan is ki koi news ha to us k zahan main rakhen is bary main jaan lan k resistance level kya han up or down main kahan tak easily move kar sakti han us k baad trade open karny ta k ap successful hon
          • #2240 Collapse

            agar hum forex ko join karna chatey hain to hamy ache planing karne chahey hamy plan karna ho ga ky hamy kitne amount invest karne chahey or kon sy analysis use karny hain kitna time trading ko dena hain pher hamy end tak ise plan ky mutabik kam karna hota hain pher he hum acha bonus earn kar saky gy
            • #2241 Collapse

              Re: - Try to make plan before starting forex.

              agar hum forex mai kam karna chatey hain to hamy plan karna ho ga ky hamy kitna time trading ko dena hain kitna depoist karna chahey kon se lot lagane hain kon sy analysis use karny hain pher hun jan is paln ky mutabik kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha bonus hasial kar ky apne zaroroto ko pura karty hain
              • #2242 Collapse

                Re: - Try to make plan before starting forex.

                G Ap ki baat theak hy k kisi b kam ko karny say phely us ki planning karni cahy without planning koi b kam nai karna cahy. Planning k begair koi kam success full nai ho sakta hy aur planning Tb he ho sakti hy jb Ap ko experience ho ga as ley kam ma experience lazmi hy
                • #2243 Collapse

                  Re: - Try to make plan before starting forex.

                  Life main planning kerne wala hi kamyaab hota hy forex trading aisa business hy jis main plan ker k chalne wala hi kamyab hota hy forex trading start kkerne se pehle achi tarhan is main kaam kerne ka plan bna lain or apna aim set ker lain phir us k mutabiq hi kaam krain jis se app ko faida ho ga or app acha profit hasil ker sakain gay
                  • #2244 Collapse

                    Re: - Try to make plan before starting forex.

                    is forex main kam kar k apni ha zarorat ko pora kar sakty hain aur kam karny say pahly is k bary main planing karni ho gi aur is main kam karny k liye learning karni ho gi ta k achy say trade lga sakty hain aur hamain is say faida ho saky ga tab hi hum run karein gay
                    • #2245 Collapse

                      Re: - Try to make plan before starting forex.

                      ye sawal apne bohat acha keya hai forex ko start karne se pehle humen kuch plan kar lene chaheye take forex mein tared karte bakt humen koi mushkal dar pesh na ho or hum achi tareding kar saken is se hum ko is business mein loss nahi ho sakta
                      • #2246 Collapse

                        Re: - Try to make plan before starting forex.

                        Koi b job ya work start krny sa planing important factor hy,, or forex trading ma agr ap k pass na planing no steup tu ap only loss kro gy,, treading krny sa demo account practice ma apna treding planing banao demo Pa apply Kro os ma ho mistake hain un ko clear kro aike perfect treading plan ,,success full treading ke zamanat hy
                        • #2247 Collapse

                          Re: - Try to make plan before starting forex.

                          market main kam k ar k apni har zarorat ko pora kar skaty hain aur mind ko fresh karein gay tab hamain faida ho saky ga aur mind ko fresh kar k hi hum real main perform karein gay aur hamain is forex main earn ho gi
                          • #2248 Collapse

                            Re: - Try to make plan before starting forex.

                            market main planing kar k hi trade karni ho gi aur is forx main demo main practice karni ho gi aur is forex main knowldge hasil kar k hi hum sucess ho sakty hain aur market main knowldge best ho ga tab hi hum run karien gay
                            • #2249 Collapse

                              Re: - Try to make plan before starting forex.

                              markt main trade start karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho aur is forex main demo main practice karni ho gi ta k achi trade karien gay aur is forex main up aur down ko dekhna ho ga ta k achy say trade karien gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2250 Collapse

                                Re: - Try to make plan before starting forex.

                                Trading shoro kernay say pehlay trader kay liye acha plan hona boht zarori hay. is liye ager trader kay pas koe trading plan anhi hay to us ko aik acha trading plan banany ki zarorat hay. trader ko us plane main boht c chezen bayan kerna hoti hay jis ki waja say to trading main kuch asool bana ker us per trading kerta hay. trading plan main trading strategy bhi hoti hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X