Everybody should be educated in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    good education can make opeople earn more money

    yes,good education can make opeople earn more money,when you learn more,you know how to do tradeing business,how to
    talk with peole with another country.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bilkul ya bat bhi shai ka trading ka busnie main bht high out shai earning karna ka liya ek tarder ko educated hona bht zarori ha . our agar trader educated hoga tu fore main bht good practice kar ka earning kar skata ha .
      • #63 Collapse

        Bhai is smain educated log he kam kr sakty hai aur is main kam krna bhi asan hai jis smain hamein ziyada mahnat krny ki zarurat bhi nhi hoti hai . Forex ek best business hai .
        • #64 Collapse

          bhai forex trading main agar ap educated nahi bhe ho to chal sakta hai lekin ap kay pass forex trading ka experince hona lazmi hai tb he ap forex trading main kamyab ho saktay ho is lye achi learning kay baad he forex trading join krna chai hai
          • #65 Collapse

            Dear Brother! There is not required any degree for doing the trading in Forex, But you should have to study about Forex, that what is it? you will get every knowledge in Google search bar, Just write there, Which You want to know!
            • #66 Collapse

              jee haan educated person trading ko achi trah smjh skta hai usko experienced hone ka moka milta hai kaam easily ho jtat hai or earning bhi achi hoti hai knwldge ki base per trading hoti hai
               
              • #67 Collapse

                dear waise to forex me business karne ke liye kisi degree ki zarorat nai hoti hai lekin agar hum educated ho ge to hum forex ko easily lean kar sake ge trading ko samjh sake ge achi trading kar ke earning kar sake ge jab ke uneducated logo ke liye is ko samjhna zara mushkil hota hai
                • #68 Collapse

                  jis trha aap academic qualification haasil krte hai us traha forex ki bi education hoti hai aur yeh ek professional education hai jis mein ap ki earning and growth hoti hai ap ko is kaam ko start krne se pehle education haasil kre resources bohat saare hote hai kaam ko seekhne ke lye
                  • #69 Collapse

                    Education to aak buhat zaroori hai aaj k zamane mein kyun k aaj har duniya ki har cheez mein buhat zayada competition hogaya hai and education humein buhat madad deti hai dusroon se compete karne mein is hi taraf forex business mein bhi education necssary hai kyun k agar aap k pass education hogi to aap forex ko ache se samjh payen ge and correct decisions se achi earning kar payenge.
                    • #70 Collapse

                      i m Agree With you main Samajhtaa hon K Eek Educated Trader or eek non educated Trader main buhaat bara Fark hai,Eek Educated Trader Apni Mistakes ko Accept kartaa hai unhain theek kartaa hai or ek uneducated Trader apni ghalti ko man'nay ki bajaye Lar partaa hai
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #71 Collapse

                        mare dost yer mare khyal me agher hum forex trading business market ky about knowledge get karey ghay tu yer is se hum ko fada hasel ho ga in forex trading business kiun ky knowledge hi se experience bi hasel hota ha mare dost.
                        • #72 Collapse

                          Waise to education har kaam k liy bohat he zarori aur achi he but i think k trading k liy yeh koi lazmi shart ni he aur achi trade ek uneducated person jis ko sirf compute aata ho wo kr sakta he agr wo ache se practice kr le kyun k trading main practice he zaida important he.
                          • #73 Collapse

                            DEAR without education ap koi bi business ya job ni kar saktay agar ap k pass achi education hai tu ap ko tu har business main ya har job main success hasil kar saktay ho forex main zaida tar log apna loss education or knowledge na honi ki waja se kar letay hain ap ko pehlay apni education par focus karna chahiye.
                            • #74 Collapse

                              mere khayal se forex ko join karne k liye har bande k education se zada zrori hai k un ko forex trading ka knowledge ho to wo without education bhi aik achi or kamyab trade kar sakta hai kun k forex mien kisi bhi degree ki koi demand nahi hai but dekha jaye to education humari life ka aik important element hai is k begair life spend karna ache way mien bohat hi mushkil hai is se person mien good or bad ki sense aa jati hai..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g han ye bahut achi bat ha k agar forex ma her koi educated ho to lekin uneducated log bi is business ko bahut aasani se kar sakte hen,. bs ap ko ye ani chaheye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X