Everybody should be educated in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    jitna acha ap ka pas knowledge ho ga ap forex ma jald survive kartay jao ga is lia ap ka pass ak acha knowledge hona chahia ta ka ap is ma success hasil kar sako achi stargity, acha experience ya sab ap ka knowledge par inhasar karta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ha agar aapko forex trad mese bahutsara profit karna ai to apako educated hona hi padega aapko forex trad me educated hona padega ye bat hamesh aapkotad rakhani chaiye agar aapko forex trading me sabhi bate pata hai ki aapkokis tarah forex trad emse pasia milega to aako kabhi loss nahi hota hai aur hamesh aapko bahutsara profitmhi milta hai
      • #78 Collapse

        Education is really necessary for Forex trading. It is very important for you to have a huge knowledge about this trading system and without proper education you can not even understand the system. So, your all hard work will be gone i vain if your are uneducated.
         
        • #79 Collapse

          education hona zarori nahi hay forex k liay app ko forex trading ka baray men maloomaat or englsih or internet knowledge honi chahiay mera matalab hay k app ko samajh booj honi chahiay forex baray men educated hona itna zarori nahi hay ye meri raye hay is baray men
          • #80 Collapse

            han kuch had tak ye zarori bhi he or kuch had tak nai bhi lekin is me ye zarori he k ap is me kuch na kuch parhana likhna janty hon q k ibtedai taleem is me bhut zarori he is se ap us ki news and updates bhi jaan sakty hen or is me ap is me loss se bhi bachy rahen ge
            • #81 Collapse

              yes off course education is most important in forex trading because with out education we cannot do trade and forex trading main bht kuch samajhna parta hai jis k lye educated hona bht zururi hai.q k ye world wide business hai or forex market ko samajhne k lye educated hona zururi hai.
              • #82 Collapse

                g han her admi jo forex ka kam karta ha agar parha likha ho ga to is se ham sab ko faida ho ga. lekin mere khayal ma unparh log bi is business ko bahut asani se kar sakte hen.
                 
                • #83 Collapse

                  g ha sir is busiess ma pary likhy log hhi kam kar skty ha q ya business bhot hi educated ha unpar log is buisness ma kam nae kar skty ha uun k liy dificulties phr a jati ha....
                  • #84 Collapse

                    Education play important role in forex business. ager har koi forex trading main educated ho toh bohat ziada acha hai kyun kay education se ap log kafi ziada asaani aur achay se market ko sumjh payain gay aur ye understand kar payain gay kay iss market ki complications kya hia aur iss main work karna kis style se hai aur iss ka best way kya hai earning kay liye"
                    • #85 Collapse

                      jader kace forex sompoe temon ekta balo gean nai tader kace forex onek difficult bole mone hoi and tara kono din forex kore balo korte pare na aasole apnio parven na apni balo trader na hon tai fore korar purbe forex sikhe aasn and tar por suru korun apnar trade
                         
                      • #86 Collapse

                        logon ko is liye lagta ha ka fotrex bohat m,ushikil ha kyu k is ma kai mushkilat ka samna kerna parta ha jo k aek aam admi ache se handle nahi ker pata aur ose bussiness ma lose ho jata ha phir wo khta h k forex bohat difficult bussiness ha..............
                           
                        • #87 Collapse

                          welll......... mujhe to nahi lagta difficult hai jin ko lagta hai shayad wo mujh se b zeyada sust or kam chor hon ge ( sooooorrry ) but me khud kam chor hu tabhi to forex sb se zeyada easy or acha work lagta hai.
                             
                          • #88 Collapse

                            bai yeh unhi logo ko mushkil kaam lagtahai jo forex mai proper traing hasil karny k bgair forex mai earning karnaa chahty hai laiken forex mai asani se earning karny k leay forex education ki buht ahm haseat hai
                               
                            • #89 Collapse

                              dear sirf forex hi nahin her woh kam jis ke baray men ap ko pata nahin ho woh ap ko defecult hi lagata he lekin jab ap sab jan letay ho tu ap ko asan lagnay lagta he forex men bhi log proper knowlage nahin letay or demo account ya direct real account use kernay lagtay hen jis ki waja se un ko muskilat atay hen.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Jnab logon ko trdng kerny se mushkil es wja se peesh ati hy kyon ke un ko trading k bry me kuch pata ni hota na un k pass markt ki malomaat hoti hy na un ko trade ka kuch pata hota hay yahi wja un ko ye kaorbar boht mushkil lagta hay.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X