Everybody should be educated in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    Yes dear ap ki bat thek ha forex ma hume full educated bona chaiye ur is ma analysis ur fundamental ko zahror fallow krna chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bihat kuch hasil kr sakte hein ye hamre liye important ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      everybody agar forex business me educated ho ga to wo zeyda achy tareeqy se es business ko samjy ga or wo trading planing k sath kar saky ga, forex ki learning karny k ley traders ko educated hona chaye.
      • #558 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        everybody agar forex business me educated ho ga to wo zeyda achy tareeqy se es business ko samjy ga or wo trading planing k sath kar saky ga, forex ki learning karny k ley traders ko educated hona chaye.
        gee haan bhai forex trading mein education ache krna lazme he aur jb trader ko apne trading ke sahih learning hote he aur trader ko acha experience hota he phr trader apne trading profitable krta he aur trader forex trading mein experience se he successful trading kr skta he es lie hmein apne trading ke learning krne chahe
         
        • #559 Collapse

          Agerche Forex trading main education ki limit ni hay aur ye aik worldwide business hay jis ko world ka her insan ker sekta hay but mare khyal main Forex se only wohi log money earn ker sektay hain jo ziada educated hain is lie Forex main all peoples ko educated he hona chahie kuin k jeb tek hum Forex ka perfect knowledge hasil ni ker latay us waqat tek hum is se kuch earn ni ker sektay.
          • #560 Collapse

            bilkul thk kha forex me trade karny k liye zarori hai k forex k bary me ilam hona bout zarori hai forex me whai kam kar sakta hai jo educate ho ga
            • #561 Collapse

              yes forex main success hasil karne k liye zaroori hai k forex k baare main education li jaae aor saath main demo accont pe practice bhi ki jaae to hi ham forex ko seekh sakte hain aor is se profit hasil kar sakte hain
              • #562 Collapse

                forex trading men dear ager ap k pas achi education ho mager ap k pas experience na ho tu ap ki education ka koi faida nahi hai ap ko forex men jo earning hoti hai wo ap k experience ki base per hoti hai is liy apko apny experience ko zada kerny ki try kerna chahiy is se ap ko earning ho mil saki hai
                • #563 Collapse

                  forex ke lye educated hona bohat zaruri hai jab tak knowledge or experience nahi ho ga aap kama nahi saken ge is business se is lye knowledge or education bohat zaruri hai forex me successful banne ke lye agar knowledge or practice dono mila kar kaam kara jae to aram se aap apne lye aik behtar business shuru kar sakte hain or is market se asani ke sath apni marzi ka kama sakte hain .
                  • #564 Collapse

                    Jee belkol main iss bat se agree hun jab iss main apka knowledge nakis hota hai apko iss main bobat nakami ka samna karna parta hai aap iss main khul k treding nahi kar sakte hain aghar aap karte b hain tu apko iss main loss ho jay ga kun k apko iss main itna ilam nahi ho ga aapko iss main knowledge hasil karna chahiay
                    • #565 Collapse

                      yeh some people problem because not educated jiss ki wajah sey un ko bharey nuksaan uthana padta hai kyn key woh padey likhey nahi hotey iss liye her maa baap apney bachey ko padhaney ki kosshish kartey ta key un ko her cheez ki knowlege ho or forex wohi log kar sakty hain jo educated ho padey likhey hoon her admi yeh business nahi kar sakta hai
                      • #566 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                        Education is so necessary in forex trading business. Many peoples make small money, work hard and get nothing because they are financially uneducated, if traders will not educated there will be a lot of problems, there for the traders that they can lose the money because they will have no idea to make the trade and there is also the chance to make the loss his money. so that educated peoples can work hard and can make good earnings..
                        Yaha that is true the basic education is more then important for doing Forex market,because this market depend on knowledge or experience basic business & with out education we can not learn about this market so please education is must.
                        • #567 Collapse

                          forex trading main agar hum educated hay to humay forex trading ko understand karnay main mushkil nahi hoti bs humay chahiey keh forex trading par sahi say focus karen tabhi esmain earning kar sakty hay achi
                          • #568 Collapse

                            is forex main hamain knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur education sab k liye best hai aur is forex main trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay
                            • #569 Collapse

                              agar humay trading kay bary main knowledge hay to humay chahiey keh apny friends ko bhi share karen ta keh wo bhi forex trading main acha earn kar lain aur humay chahiey keh mehnat karen karen aur sab ki help kren
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                bhai mein khud yahe smjhti hun kah jab tak ap is market mein learn ni kart ahin jab tak ap is market ko smjht ni hain tab tak ya ap ka liya bhut nuqsan dah ban sakti hai ap ko is market mein learn karna chahiya .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X