Everybody should be educated in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    je haan forex main succesful hona chatay hain tu es main educationist hona zorri hai par kosis karay es main daily mind se trading karay aap k liye money earn karna easy ho ga thankful for question
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      forex main jo b trade kare ga us k pass education ka hona zarori hai agar us k pass education ni hai to learning ni ho sakey gi jiss ay trade mai app ko infortion milti hai
      • #528 Collapse

        you are right that the Forex trading is the global market and in this market we have to learn a lot of about the Forex market and its trends, patterns, strategies and more than that so it is better to be highly educated for this business.
        • #529 Collapse

          ye zarori nahi ha k trading me ap ko educated hona chahiye tab hi ap trading kar skty hain, is kaam k liye to learing waqt k sath sath hi hoti ha jab banda trading krta jata ha to seekhta jata ha and demo pa practice kar k bhi and news wgera parh k market k bary me bhi seekhta jata ha k kese market and trading sath sath chalty hain.
          • #530 Collapse

            ik acha or kamyaab trader banny kay liey educated hoona bhi zarori hai.agar aap kay pass education ho gi to phir aap market ko achy say learn kar sakty hain or zyaada seekhny kay baad zyaada better tarah say kaam kar kay earning lay sakty hain.
            • #531 Collapse

              g ha bhai jaan hamain yeh business aise he start nai karna chaye balky hamain chaye k hum is main is business ko achys e learn karain than he hum is main ek success trader ban sakty hain.
              • #532 Collapse

                yes forex main her insan ka educaed hona bohot zaroori hai agar hum educated he nahi hon gy tou yaqeenan hum yahan kay business ko understand nahi kar saken gy so hmara educated hona bohot zaroori ha ta kay hum forex news kay about learning kar saken
                • #533 Collapse

                  Yahan pay aap jis education ki baat ker rahay hain wo koi lumbi chori degree nahain balkay forex trading ki education hy ager aap appni trading education improve ker lain gay to forex ain bahot taruki ker payain gay is liay aap apni tawaja forex education per dain q kay ye aap ki trading kay liay acha hy.
                  • #534 Collapse

                    Sir apnay boahat hi achi baat ki hai is may apko kaafi kuch seekhnna parta hai us kay baad hi ap log is may kamyb ho satkay hain waisay nahi is may apka educated hona bhi bohat zaroori hai tab hi apko kuch pat chalay ga thank u
                    • #535 Collapse

                      forex bisiness main 3 tarah ki education hona lazmi hai, 1 normal english ka aana itni jitna mobile or pc ya laptop easily chalaya ja sake. 2 computer chalane ki bassic knowledge k kam kia ja sake mt4 ko samjh ja sake. 3rd forex ki bassic knowledge honi chahye k is me kam kese karte hain succesfuly kam kese kia jae.
                      • #536 Collapse

                        han dear ye aik real buiness hai si ko bhaut ys loog kr rahy hain ye aik real buines shai is ein education ki koi khas zarort nahi hai ye aik acha buiness hai si ko bhaut sy loog kr rahy hain
                        • #537 Collapse

                          g bhai forex trading mien doosri knowledge ki koi itni zaroorat nhai hia lekin apko chahiye ke ap is mien forex related information khoob haasil karen aur is business mein ap kabhi bhi panic nahi hon.
                          • #538 Collapse

                            Education to bohat aham cheez hai forex main b about forex education hasil kar bohat zarori hota hai kun forex ko begair seekhy aur is k bary begair knowledge liye ham kamyab nai ho sakty.
                            • #539 Collapse

                              Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy bhai g yahan per apna educated ke bat ke hy forex mai forex ke bare mai educated hona bohat he zaida zarori hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                gee haan bhai forex trading ke lie education hone ache he aur trader ko apne education ke bare mein dihan dena chahe aur trader ko hamesha success us wqt hote he jb woh trading market ke knoweldge aur experience mein expert ho jate he to phr trading mein boht faida hota he aur hard work se to ache earning hote he
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X