Never stop learning from you mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur plane kar k hi hum profit hasil karein gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Yes bro hum se is business ma mistake ho jati ha hume is mistake ko fallow krna chaiye ur learn krni chaiye hume is ma kabi ve kam chorna nai chaiye ye hamre liye important ha hum is ma bohat kuch kma sakte hein
      • #183 Collapse

        trading me ham mistakes to bahot hi zeyda karty hey magar traders ko chaye k wo learning ko kabi b stop na karen agar ham apny mistakes se hi learning kar leya karen gey to etna kafi hay
        • #184 Collapse

          I think k Forex trading main wohi traders successful hotay hain jo always apni mistakes se Forex ko learn kertay rehtay hain aur her trader ko chahie k wo apni mistake se Forex ko learn kray aur future main in mistakes se avoid kerne ki try kray jis se loss howa ho is trah se hum successful trader ben sektay hain.
          • #185 Collapse

            Agr to ap learning bnd krdogy or ye sochogy k ap boht learn krgaye ho abi zrurat nhi to ap loss krogy qk forex ki learning kabi nhi khtm hone waly day by day change hota rehta a sytem to apko chiye k hr din learn kren or new things learn kren taky apko hr din ki update ho
             
            • #186 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              trading me ham mistakes to bahot hi zeyda karty hey magar traders ko chaye k wo learning ko kabi b stop na karen agar ham apny mistakes se hi learning kar leya karen gey to etna kafi hay
              gee haan bhai hmein apne learning kabhe bhe stop nhe krne he aur hmein apne mistakes se sbq sekhna chahe aur hm apne trading mein mistakes khtm krein aur apne trading ache tareeqe se krein aur hm apne trading mein sahih experience se apne trading kia krein phr hmein apne trading se ache income milte he
              • #187 Collapse

                Agr learning ko stop kia to earning b stop hojaegi qk forex me daily changes hoti rehti hen apko chye k ap daily forex ko learn kren tky apko hr din ki changes pta ho market hr wqt aik jesi nih rehti to esliye forex ko hr wqt sekhna chiye jo chez jahan se milti hy apko learn krni chiye or uspe practice b krni cihye
                 
                • #188 Collapse

                  yes aap ne bilkul sahi kaha ham ko learning nahee chorna chaye kiu k seekhne ka amal saari zindgi chalta hai agar ham apni field k baare main seekhna chor de ge to ham peeche reh jaae ge aor success ka door close ho sakta hai
                  • #189 Collapse

                    yes bhai ap ager apni mistake se hi learning kerna start ker lein gay tu ap ko forex men is se kafi zada faida hasil ho sakta hai ap ko forex men success ko hasil kerny se apni mistake per control kerna ho ga or ap ko forex men zada se zada learning kerna ho gi is se ap acha kam ker sakty hein
                    • #190 Collapse

                      learning ko kabhi mene stop nahi hone diya hai kiun ke learning he agar aap stop kar len ge to kahan se earnings kar paen ge is business me is karobar ko samajh kar or practice karne se he seekha ja sakta hai learning ke baad ache se strong analysis kar ke he hame kamyabi hasil ho pati hai is business me mere hisab se jitna ziada ham seekhen ge utna he hame faida mile ga .
                      • #191 Collapse

                        yes u r right dear learning kabhi nahi chorni ha is sy ap bohat he faida hasil krty ho live trad me is liye first koi bhe kam uho us k bary mein shekhna bohat he zarori ha jis sy ap bohat he achi earning kr sakty ho is liye first learning then earning so never stop learning .....
                        • #192 Collapse

                          Learning mistake

                          Ji Hume learning krni chahiye apni mistake se kiyon k him jitni bhi ghlti hai tu ager uss se sekh jaty hain tu humary liye achi baat hai
                          • #193 Collapse

                            Belkol aapki learning apko iss main ziada kamyab treder banati hai aapko iss main khun mehnat karni chahiay jitna a app ka iss main experiences bare ga sath sath knowledge b bharta jay ga wo din door nahi hun gay jab aap kamyab yreders ki frhest main shamil ho jaien gay
                            • #194 Collapse

                              maire khayal say agar new traders saay koi mistakes ho b jaye tu koi masla nai sab say he mistakes hoti hain. iss waja say traders ko ziada disappoint nai hona chahiye balkay note karna chaiye ke mistakes kiya hoie teh ....aur ham sab traders ko chahye k kay apni gultiyon say learning karin
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                agar hum learning ko stop karen gay to humari trading achi nahi ho sakti so huamy chahiey keh esmain sahi say time dain jab hum sahi say time dai kar esmain mehnat karen gay tabhi esmain kamyab hon gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X