Never stop learning from you mistakes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never stop learning from you mistakes
    We should not stop learning in forex trading, because learning process help to increase trading skill, but the trader does not teach from his mistakes then he is not able to learn well in the forex. So every traders are need properly do work without any mistakes.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bhai jan ap ne sahe bat ke ha larning ko stop krny ke ghlti kabhi bhenahan krni chy q k forex esk esa business ha jis ka knowlige or expernce yani is man jitn alarn kia kjay otna h ezeada earn kr skty han hum es man
    • #3 Collapse

      g han bhai jaan apnay bilkul theek kaha....agar hum say koi mistake ho jaye tou humain afsurda aur disappoint hunay kay bajaye humain yeh sochna chahye kay humnay kahan galti ki hai....aur humain chahye kay hum apni gultiyon say seekhain takay hum baad main galtiyan na karain......
      • #4 Collapse

        han ji main samjhta hoon ke ap jab tak forex trading ke business main hain ap se kuch na kuch gulti zaror hoti hai aur humien chiya ke humien un gultiyon se learn karte rahen ta ke in future un gultiyaon se humien fida ho na ke hum phir se wohi gulti karen aur loss ho jaye
        • #5 Collapse

          Forex main jaisay he ap learning Stop kartay hain Waheen Say Ap ka loss Shoro ho jataa hai Forex hai he learn To Earn buisness jo Traders ye Samajhtay hain K aab hammain sab kuch Aa Gya hai hum Sab Kuch kar Saktay hain Wo Fail ho jatay hain profit tou banatay hain magar continously profit nahin bana Saktay.Trader ko hameshaa apni Ghaltion Say Sekhnaa Chahiyee or Woh ghalti dobaraa na Karay jis Ki Waja Say loss hua Thaa
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #6 Collapse

            humain kabhi b apni galtiyoon say seekhna bnd nae karna chahye balkay hr roz kuch na kuch naya seekhtay rehna chahye q k zindagi seekhnay say aur amal say hi banty hai jannat b aur jahanam b toh forex m kamyabi hasil karnay k liye humain apni galtiyoon say kuch seekhna chahye aur agay bhartay rehna chahye
            • #7 Collapse

              jee han forex tradding pay yeh baat bilkul theek hay kay humein apni ghalatiyun say bilkull seekhna chahiye taa kay humein aage chal kay asani hu aur apni ghalti dobara na duhraen aur losses na hun
              • #8 Collapse

                G han mere bhai mai aap ki baat se agree karta hun humain forex mein learning ko kabhi bhi stop nahi karna chahain humare paas jitna knowledge ho ga is mutaliq hum utna hi better perform kar paye ge aur is se achi earning kar paye ge is liye learning to must hai aur information gain karte rehna chahain.
                • #9 Collapse

                  humain yeh sochna chahye kay humnay kahan galti ki hai....aur humain chahye kay hum apni gultiyon say seekhain takay hum baad main galtiyan na karain.Forex main jaisay he ap learning Stop kartay hain Waheen Say Ap ka loss Shoro ho jataa hai Forex hai he learn To Earn buisness jo Traders ye Samajhtay hain
                  • #10 Collapse

                    Ye baat bilkul theek he, insan hamesha apni mistakes se hee sikhta he. Especially in Forex Trading, yahan per aap jab bhi mistake kerte ho to directly loose kerte ho, is lye next zayada condidence se trading kerte ho.
                    • #11 Collapse

                      mery bhai men ap ki bat samajh gaya hoon ap ye keh rahy hen ky apni mistakes sy seekh na kabhi stop na kren ap bilkul theek keh rahy hen mistakes sy seekhna boht zarori hy q ky mistakes sy hi hum knowledge or experience hasil karty hen mistakes kiy bagher hum forex trading business ko nahi samajh sakty
                      • #12 Collapse

                        Dear friends, g han bhai jan ap ne sahe bat keha larning ko stop krny ke ghlti kzbhi bhenaha nkrni chyq k forex esk esa business ha jis ka knowlige or expernce yani is man jitn alanr kia kjay otna h ezeada earn kr skty han hum es man
                        • #13 Collapse

                          yah you r right if we do mistake in forex tradind and we loos our money so first we search our mistake and its necessaary for us that we should learn from our mistake so next time we never do this mistake again
                          • #14 Collapse

                            Assalam o alikum ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main kabhi bhi learning stop nahe karni chahaeye hamesha apni ghalti say seekhen kun kay jis din bhi aap nay apni ghaltion say seekhna band kar dea to aap ko loss hojayga is leay learning karen hamesha apni mistake say
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              han mery khayal mein ye baat thek hai ke forex trading ke business mein kmayab or ek acha trader banany ke liye humy forex trading ke business ko learn karna hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X