Never stop learning from you mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Assalam u alikum friend jee han ager hum koi mistake ker dety hain to humein chahiye k hum un se seekhein or demo per practice keren taa k hum next trading me un ko reppeat na ker saken, or kaamyabi isi tarah milti hai k hum apni mistakes se seekhen or forex me aagy barhen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      g hun jn@b dosto insta forex treding biznees min jab hum lernig karte hyn tab hum kp yahun par is taum min bhi mistak3 hojati hy lun lah mere lyal se es@ nahin hina cahye
      • #168 Collapse

        g han fore trading mien apko chahiye ke ap is business ko deeply seekhen iski ap bharpoor practice kareneg to is mien ap phir bohat kamiyab hoskate hian bs baat hai isko sahi se seekhne ki.
        • #169 Collapse

          humain trade main agr kam karna hay to humain is main learning kar kay kam karna ho ga humain is main mistake hoti hay to b humain learning karni ho gi ta kay humain loss km ho
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #170 Collapse

            Agar ap forex market main trade kerty huey koi mistake ker jaty hain tou apko apni open ki jany wali trade main loss ho jata hai so apko koshish kerni chahiay ky same mistake ko ap next trade main mind main rakhain taky next trade main same .mistake sy avoid kerain aur loss sy bach sakain
            • #171 Collapse

              humain is main mitake nai karni ho gi humain is main mistake ko km kar kkay achy say kam karna hoga humain learning karny say hi maloom ho ga kay kis jaga humain nay loss kia hay
              • #172 Collapse

                Ap ki baat thekk hai k mistakes say learning zaror karean but us ko repeat mat karean our pher us main app success ko easily get ker sagty hain
                • #173 Collapse

                  Mistakes ko ignore nahi krna chaheye aur is sey lessons hasil krna chaheye. Jo log mistakes sey seekhtey hain woh jald success hasil kr letay hain. Yeh mistakes hamari guidance karti hain aur hamain yeh batati hain keh kis tarah trading krni hy aur kon konsi weakness hain jinhain door kr key agey barhna hy.
                  • #174 Collapse

                    Yeh aik hard aur tough business hy aur buhat risky bhi hy. Is leye mistakes to hoti rehti hy aur hamain sath sath in mistakes ko bhi analyse krna hy aur in ko control krna hy. Agar hum mistakes sey kuch nahi seekhain gey, to hamari trading kaisey perfect ho gi aur hum loss ko kaisey control kr payen gey.
                    • #175 Collapse

                      ye bat ap ki sahi hai k ap ko apni mistake se learn kerni chaiey is se ap ki learning process bhi jari rehta hai or ap trading bhi kerty rehty hein, forex men tu ap ko learning kabhi bhi stop nahi kerni chaiey, ye ap k skill ko improve kerty hiein
                      Success is the Best Revenge
                      • #176 Collapse

                        Ap ki baat theak hai k him ko Forex market ki learning regular krna chaheay es ky sath hum ko apni mistake say bhe learn krna chaheay. Es tarah him Forex market say zada learning kr ky kam kr sakty hai.
                        • #177 Collapse

                          Assalam o alaikum dosto ye ik haqiqat hamesha mistakes se koi na koi sabak zaror milta ha is se koi inkaar nahi kr sakta k mistakes se kisi se koi sabak sikhne ko na mile isi liye zada zarori ha k ap jo kuch b mistakes se learn karein wo dobara maitakes krne se bachein
                          • #178 Collapse

                            trader hamesha apni mistakes say learn kerta ha ju trader jitni zyada mistakes kerta ha oc traders ku proft bhi zyada earn hota ha kun k wu learning sub say zyada kerta ha jis say earning hoti ha
                            • #179 Collapse

                              mistakes is liay ho jati hai kay is say apko learning karnays ay i is ko set karnay ka bi pata chalta hai aar ap mistakes kartay i hai tu apko is ko theak karna chaiy na kay is ko asiay hi kartay hi rehanc ahiy jub ap try karay gay tu ap kar jiay gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Forex trading mai yeh baat bohot lazmi hai ke chaiye ager ap new trader hon ya phir chaye experienced trader apni mistakes ko zaroor note karin . traders ko chiye ke woh apni mistakes ko mind mai rakhty hoie trading kartay waqt apni trading skill use karan aur apni previous mistakes ko control karin .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X