Never stop learning from you mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    g han app ne bilkul thek kaha ha aur humen chahiye k ham hamesha he ek achi learning karne k bad he kam karen aur ham kabi b learning stop na karen kiu k ham apni learning se apni skills ko improve ker saken gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      is ko har koi kar to sakta ha lekin is kiy sub sey pahly ap ko proper training lena pary gi our is k baad ap ko forex k bary me basic infomation hasil karna ho gi tab ap forex pe kaam kar sakty han
      • #108 Collapse

        mistakes hey ke waja se ap log sekh saktey ahy aur ache earning kar saktey ay aur apna life change kar satey hay try to be best of luck ... Ghaltion Say Sekhnaa Chahiyee or Woh ghalti dobaraa na Karay jis Ki Waja Say loss hua Thaa ab wo dobara kabi nahy karta pata chal gaya hay..
        • #109 Collapse

          ap jitnai b mistake krty ho us sy ap ke experience main izafa hota hy aur koshis kro agli mertab wo ghalti ap na kro.
          • #110 Collapse

            g hain tarding main humay apni mistke say bohat hi experance milta hain es lay humay apni galtyo say sekhna kabi bi stop nahi karna chay tab hi humy ak achay tarder ban saktay hain
            • #111 Collapse

              mistakes ko repeat na kary aur forex sab kay liye hay forex ko house wife bhi kar sakti hy aur achi trha trade kar sakti hay lekin un ko pehly forex ko seekhna hoga takay woh forex mein loss say avoid kar sakay aur forex mein bilkul lalach nahi karni hogi aur low profit bhi accept karna chayie .
              • #112 Collapse

                ap bilkul teek kahta ha ka hama apne galteu ke waja sa apna kam nahe rokna chahiya ager ham is tara nahe kara ga to taracki nahe kar sakta kuka insan galte karna sa he sikta ha or yahe hamara forex market ma aga barna ka zariya ha
                • #113 Collapse

                  i think there is no trader who can say that he is best. because forex is a huge thing . there we have some gap in learning. so don't be smart and always learn from your mistakes
                  • #114 Collapse

                    Hello assalam u alikum kia haal hain bhai?? Merey khayal sy to P ney 100 rupey kis baat ki hai ap ghaltion ko ignor mat kero us sy seekho . Or koshish kero ke wo dubara na hon..
                    • #115 Collapse

                      salam bhai jee jo shaks forex mein apni galtyion se nahi seekhta woh asal mein forex ko he nahi seekhta ??????
                      • #116 Collapse

                        assalam o alikum mere bhai apnay bilkul theek kaha....agar hum say koi mistake ho jaye tou humain afsurda aur disappoint hunay kay bajaye humain yeh sochna chahye kay humnay kahan galti ki ha..shukriya..
                        • #117 Collapse

                          Forex learning all time runing and never stop forex trading learning.because forex is more hard subject its always learn possible.so forex demo practice day by day then more profit i think and after forex trading is very important all time.
                          • #118 Collapse

                            ha g hmain apni galtion sy hmeesa seekhty rhna caey q k is sy hm apni khamia or kmzoria door kr skty hy or khud ko better kr skty hy
                            • #119 Collapse

                              huum sab ko chaya k hum jab b gulti kar k loss karain tou sab sa pehlay apni mistake ko dhondian k yeah trade hum nay kis trah sa ki thi kya hum jaldi sa bina sochay trade kar rahay thay ya koch plan kar k ki thi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                G bilkul thk khaa hum sirf aur sirf khud kee mistake sy hee seekhty hain aur yehi galtian hamain bilkul thk karti hain aur agy ja k yehii hamain big mistake karny sy bachati hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X