Stop the Mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    trading kay business mein jab tak ap apni mistakes ko stop ni krein gay tab tak ap ache earning hasil ni kar sakty is liye zrori hai kay ap apni mistakes ko improve karein and try try again in trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      Bhai ap theek kh rhay hai.forex market mai profit or loss dono hi hotay hai.or agr kisi mistake ki wja say trader ko loss ho jaye to tarder ko trading leave nhi krni chahiye blkay apni mistake ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #288 Collapse

        Salam.bhai me forex me new hon aur mujhe is bare me koch maloom nahi hai me abhi sirf posting kar raha hon
        • #289 Collapse

          forex main kaam kartay howay es main loose aur profit ho he jata hai par kosis karay es main daily mind se trading karay aap k liye money earn karna easy ho ga aur es main greedy na karay
          • #290 Collapse

            Assalam-O-Alaikum jahan tak mera is business me experience hey is me common mistake yehi hoti hey key koi be new trader jab aik do bar profit earn karta hey to us key bad laluch me aa kar lot size big kar deta hey jis ki wajah sey loss ho jata hey.
            • #291 Collapse

              janab ap neiy bht hi achi thread post ki hain jo humein avoid kar sakati hain jo hum mistake karty hain well main sab se kahunga k ye thread zara dehan se read karey and ta k asaani ho apko forex business main mistake karne se
              • #292 Collapse

                Awesome points brother me to hamesha sy in points py itefaq krta hun , har beginner ko chahiye k wo in points ko hamesha apny mind me rakhen or in mistakes ko hamesha avoid karen , balky just beginners nai sab ko chahy wo new ho ya purana us ko in mistakes ka bht khyal rakhna chahye .
                • #293 Collapse

                  mere bhai ap ki baat bilkul theek hae kiunk mere hisab mein to ghalti ka karna koi masla nahi hae asal masla ghalti kar k us ko repeat karna hota hae.
                  • #294 Collapse

                    g haan apnay sahi kaha hay aur jo bateen apnay batai hain wo bhi perffect fit hain ager hum apni mistakes ko control nahi kareen gay to zahir c baat hay k her roz humain loss hooga aur hum forex ko bura kaheen gay
                    • #295 Collapse

                      Thank you....broo....ye information hum jase newbies k liye bohat aham haiii....agr maii in mistakes ko made nazar rakhte hoye trading karm tu zaror kamyaab hp jao ga...
                       
                      • #296 Collapse

                        Good work brother Bohat acchi Post hai ap ki informative things hai is main kisi bhi achch trader ko or beginner ko yeh dekhna chhaye kiyun ke Traders commenly yehi mistakes kerte hai
                        • #297 Collapse

                          Sir duniya may koi bhi kaam ho us may jab taak ap log apni mistakes ko door nahi karo gay us waqat takk ap log apnay kaam may full scucess nahi ho saktay hain zaroori hai kay apni mistakes ko door kare tab hi kuch milay ga thank u
                          • #298 Collapse

                            Assalam u alikum jee haan humien apni mistakes ko janna chahiye or un ko stop kerne ki koshish kerni chahiye jese k hum money management ka khayal nahi rakhty hain jis se humein loss hota hai iss liye humein apne capital ka bhi khayal rakhna chahiye or trading ki practice bhi krty rehna chahiye.
                            • #299 Collapse

                              G han bilkul forex trading ma bhot se mistakes hojate han jis ki wajah se loss hojata hai..is leye mistakes ka analysis karna chayhe aur repeat nai karna chayhe ta k forex trading ma success hasil kar saken...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Yes stop the mistake kyoun k hum jitni mistake karen gy humen utna he loss hota hai islye jab hum market me trade karne k lye enter hoty han to market ko ache tarha se watch karne k bad strategy ko bhe follow karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X