Stop the Mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Yes deardearki bat thek ha ma bai ap ki bat thek ha ma abi is ma new hun ur us m abi experience hasil kr rha hun hume is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye bihat acha business ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      ager app apni mistake remove kerna chahty hain to plz aik he galti br br na krain demo pe zeyada sy zeyada practice krainkrain bcoz practice makes men perfect get knowledge and experience then start trading.
      • #318 Collapse

        sir app naay bohot he kam ke baat share ke hai , yehi woh sari mistakes hain jin ke waja say traders ko Forex trading mai loss hota hai . traders ko chaiye ke woh inn common mistakes ko kam say kam karin ta ke un ke trading improve ho saky aur woh profitable trading kar sakin .
        • #319 Collapse

          trading me achi performance deny k ley or achi earning karny k ley mistakes ko control karna chaye agar ham mistakes kia karen gey to trading kabi b hamari achi nahi ho sakti hay
          • #320 Collapse

            mistakes ko hamesha khud se door rakhne ki koshish hame karni chahiye mistakes me greed bhi or jald bazi bhi shamil hoti hain yeh bhi insan apni he galatiyon ki waja se karta hai or jis ka nateeja loss ki surat me uthana parta hai is lye hamesha proper mindset ke sath working karni chahiye or risk kam se kam rakhna chahiye .
            • #321 Collapse

              hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko use kar k hi hum market main earn karein gay aur learn kar k hi hum mistakes ko avoid kar k hi hum earn karein gay
              • #322 Collapse

                agar hum forex trading main kam say kam mistake karen gay to es trha he hum forex trading main acha earn kar sakty hay aur es waja say humay jo loss hota hay wo humay nahi hota so humay mehnat karni chahiey
                • #323 Collapse

                  Humye agar forex trading mei good trader bana hai to hamesha mistakes se bachna chahiye aur risk nhi lena chahiye wqrna hum is mein unsuccessful ho saktue hain
                  • #324 Collapse

                    hamain is forex main apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur is say hamain faida bi ho skay ga aur trend ko mind main rakh k hi hum acha earn karein gay it is best job
                    • #325 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Usmane پيغام ديکھيے
                      hamain is forex main apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur is say hamain faida bi ho skay ga aur trend ko mind main rakh k hi hum acha earn karein gay it is best job
                      ge han bhai hmein apne trading mein mistakes ka istemal krna loss deta he aur hm apne trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading mein mistakes na krein aur apne trading mein boht acha profit hasil kr skte hien jb hm apne forex trading mein ache experience aur knowledge se apne trading krte hien aur hmein apne trading mein fresh mind ka istemal krna chahe
                      • #326 Collapse

                        agar hum market main mistake karen gay to es chakar main hum market main earn karnay ki ijaye loss kar lain gay so humay chahiey keh apni galtio ko theak karen tab he hum achi trading kar sakty hay
                        • #327 Collapse

                          insan galtiyo sy hi seekhta hay to humain chaie k galtiyo sy seekhain ainda wo galti na karain jis sy humain pahly nuksan utha chukay hoo baki galti to insan sy har bussiness main hujati hay humain ghabrana nai chaie aur ainda k lie seekhna chaie
                          • #328 Collapse

                            bhia perfect post ki hn apne trade me enter hone k lie apko sab cheezo dehan rakhna hn agar 1 bhi chee miss ho gae to reust me APKO PROFIT BI ho sata hn aur loss bhi lekin apki perfect post banae hhn :)
                            • #329 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHDAMIN پيغام ديکھيے
                              What are common manual mistakes in Forex Trading?

                              1. Opening a trade without calculating the capital availability to withstand the trade.
                              2. Opening a trade with suitable lot size which leads to heavy loss.
                              3. Following useless trading strategies (methods).
                              4. Keeping wrong stop loss points.

                              stop the mistakes and start to win

                              These information taken from the site http://www.fxbase.com/Forex/midlevel.aspx visit for more education
                              G bilkul hamain ab aoni mistakes ko chor daina chaye q k uahan pai bohat sy aiaay traders hain jin ko kafu time ho gya hai trade krty hoy laikin wo prifit nahi banrahay main kbud bhi aisa he trader hon
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                market amin is k bary main hard work karni ho gi aur mistakes ko avoid kar k hi hum sucess ho sakty hain aur is forex main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karien gay aur hamain is say bi faida ho saky ga tab hi hum real main run kar sakty hain it is best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X