How to get rid of loss?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear oloss ko kam karne kay bohat hi zayada tareeqe hain ap ko agar forex trading me loss ho raha hay to ap demo account bana kar practice karain aur apni galtio ko theek karain es kay elawa ap market kay trend ko judge karne ki koshish karain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      yar ap ko agar loss ho rha ha bar bar to ap plz trading rok dy our apny galtya ko shudary but disagree mat hovy
      • #78 Collapse

        dear brother agar hamen trading karni hai to hamen aik acha trader banna hota hai jo acha trader hota hai wo loss kam munafa ziada leta hai uss main ye hota hai uss main patience aur uss main greed nhi hoti lalach nhi hoti .
        • #79 Collapse

          Bhai forex main lose se bachny k liye hard work,confidence,discipline aur knowledge ka hona zaruri hai esi tarah bad thing jesy k greed aur emotuion ko avoid karna chaiye takeh forex main ham success hasil kar saken.
          • #80 Collapse

            ap nay bilkul thik kaha hai hi agr koe trader cahahta hai k wo kamyab ho jay forex trading may to us ko greed emotions par control karna ho ga otherwise wo kamyab nhi ho pay ga
            • #81 Collapse

              Forex trading may hum apnay loss say rid hasil nahe kar saktay q kah ye loss her trader ko hota hey chahaay woh loss experience trader ko ho ya phir junior trader ko ho sub ko ye loss hota hey laien ager hum forex trading may dilchaspi lain orr ais may knowledge or experience gain karen to hum ye loss kay chances ko minimize kar saktay hain.
              East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
              • #82 Collapse

                Dear may ya samjhta hone kay agar aap nay currency ko samjha nahi hay to aap ko loss hi loss hota rahta hay kay currency kis taraf ja rahi hay qune kay iss wakat eur / usd up ki traf jarahi hay lakin iss wakat aik news aiy kay jiss nahay iss ko gira diya lakin qune kay eur / usd up ki taraf ja rahi thi to filhal to wo 500 points down zaror hoi lakin agala 15 mints may apnay 500 points ko iss nay dobara cover kar laiya hay.
                • #83 Collapse

                  Loss is a part in the forex trade business. because forex is a financial business. so all financial business has huge loss and profit. but i think more learn, knowledge and technical analysis can rid more loss in forex trade business.
                  • #84 Collapse

                    loss tou ho Ga he jab hum Forex Trading ki basics ko nazar Andaaz karain Gy... main samajhtaaa hon k eek indicator ki ghalat defination parhnaay Say ya samajhnay Say Aap us Ka istemaal bhi ghalat Karain Gy is liye behtar hai K loss Say bachnaa hai tou learning Jarrii Rahain
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #85 Collapse

                      dear agar ap loss se bachna chahte hain to humesha 0.01 kay volume par rakh kar trading karain to ap kay liye bohat hi best ho ga aur ap ko trading me jaldbazi aur laalach nahin karni chahiye aur calm rehna chahiye.
                         
                      • #86 Collapse

                        there is no such way to completely get rid of loss because loss is the part of every business but you can avoid the loss most of times by doing hard work getting complete knowledge and experience and avoiding emotions...
                           
                        • #87 Collapse

                          dear profit or loss kisi bhi business ka laazmi hisa hotay hain. aisa kabhi bhi nai ho sakta k aap ko sirf profit he ho. haan over all profit he hota hy. ab agr is main loss na ho to ye market chal he ni sakti. or baray baray experts b loss krty hein pr farq ye hy k wo positive rehty hain. jis sy loss b profit bna sakty hn.
                           
                          • #88 Collapse

                            In forex getting rid of loss is not possible. You will suffer loss in one way or another. Main point is that you must have the right ability to cope up with that loss. Most of the traders panic after suffering loss. This is not going to help you at all. You must work with patience and overcome challenges to minimize loss.
                            • #89 Collapse

                              brother loss is part of this business and it's not the thing that you can get rid off haan per aap is ki possibilities kam kar sakte hain or wo aap iski complete knowledge or experience gain karke kar sakte hain...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                hmain sb se pehle greed nahi krna phir earning ki bjae learning ki taraf dehan dena hai aur experience gain krna hai zeyada se zeyada jb experience ho jae ga tb hi koi acha trader bn skta hai wrna nahi experience gian krain aur loss na krain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X