How to get rid of loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    loss say chutkara pany k bohat say tariky hain jin mein say sab say pehla yeah ha k hum ko forex k baary mein achi tarah knowledgw hasil karna chahye phir hamen demo account pay bharpur practuce karni chahye aur phir jab hum trading kar rahy hon to hum ko greed nahi karni chahye agr hum, ye sab karty hain to hum loss say chutkaara pa skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      even you are about to remove greed , emotions and you keep patience and discipline you can not sometimes save yourself from loss because the reason for this that forex trading is risky and you can only reduce the risk chances you can not say that you can 100% remove from your trade so try to learn risk management and try to avoid to greed
       
      • #93 Collapse

        ager aap nay is sko eanring karni hai to iss ka liy e bohat hefaid aho sakt ahai is sliye iss mai nbohat he eanring ho gi
        • #94 Collapse

          Salam friends, If someone is loosing in forex, so he need's to learn properly , gain knowledge of a demo account and be calm and have control on emotions before starting trade, be patience.
           
          • #95 Collapse

            dear loss ko kam karne ya loss se bachne kay bohat se tareeqay hain. agar hum calm aur cool ho kar trading karain aur laalach , jaldbazi na karain to hum apne loss ko kam kar sakte hain es kay elawa hum agar market kay trend ko judge kar kay trading karain to bhi loss se bach sakte hain.
               
            • #96 Collapse

              agar aap learn karain gay to aap khud ko loss say bacha sakty hain.forex boohat he interesting business hai.issy agar learn kar lia jaye to hum is business main boohat kamma sakty hain.earning ki boohat sari tricks hain or koi limit nahin hai forex main earning ki.
               
              • #97 Collapse

                Aap zayada sy zayada is marketplace mein time spend krain aur proper market knowledge hasil krain, mehnat sy kaam krain aur experience hasil krain, trading krnay sy pehlay market analysis krain, market up hy ya down phir investment trading krain.
                   
                • #98 Collapse

                  trading ma Greedy pan he loss hunay ke jar ha aur sab new trader iss ko dawat detay ha aur apna sari investment say hande doh bethtay ha unn ko cheay sabar say aur succ samaj kar trade open karay aur kam kam profit ko accept karay.
                  • #99 Collapse

                    Asallam o Alekum
                    dear brother loss sey bachney k boht sey tarikey hain lekin mein apko main main bata deta hoon , kam sey kam trades oopen karey aur aur kjo open kiye hain unka take profit aur stop loss bhi lagaye ta k vo zada loss mein na jaye aur sab sey bari baat lalach hargiz na karey kiun k yeh apka experience bhi kharab kar deti hai aur mehnat sey kamaye hoye paisey bhi gawa deti hai
                    • #100 Collapse

                      loss se bachny k ley ek trader kafi strategies use kerskta hy, jesy basic knowledge toh must hy oor esky elawa stop loss, take profit, hedge jesy tools use krna jo apky running loss ko bhe control me rakhta hy.
                       
                      • #101 Collapse

                        meray bhai jaan hum forex trading business mein knowledge ki kami ki wajha se loss ko hasil kertay hain ager iss trading business mein knowledge aur experience ko hasil ker liaya jaye tou hum achi earning ko hasil ker saktey hain.
                        • #102 Collapse

                          dont make your self greedy .greed is a main reason from which people lose their money and their bonus ,make your mind clear about trading and leave the greed from mind then you will easily get rrid from loss.
                          • #103 Collapse

                            Bilkul aap ny theek batain ki hain, how to get rid of loss... is a good question, hum apni greed pr kabu paa lain aur patience sy working krain to hum loss honay sy bach saktay hain, overnight ameer honay ka khawab ly kr is marketplace mein na aeyn, bal kay mehnat sy apna mukaam banaen.
                             
                            • #104 Collapse

                              Forex main agar hum aik achi strategy aur planning ke sath work kartey hain to phir hum is main kabhi bhi fail nahin hotey hain aur is main phir hum achi trha se kamiyab hotey hain aur achi earning karne ke qabil ban saktey hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Loss say bachnay kay liye jin key points ki humain zarorat hoti hay woh sab ap nay is thread main mention kar diye hain. Emotions ko forex ka enemy kehtay hain. small lot say trade karnay say bhi humain bohat learning hoti hay or small profit accept karny say hmary emotions control main rehty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X