How to get rid of loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    There is no one who is making profit without makig a loss, thats how forex market works, u loss in some trades, while on some others u make big profits which can cover up ur previous loss also
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      ye bohatt important sawal he loss se bachnay ke lia knowledge ka hona bohat zaroore he agar apko market ke ups and down ka knowledge ho ga to app kabe be loss ka samna nahi karna paray ga ise lia forex me sabar se or jazbat ko control karna chahye or har fasla soch samaj kar karna chahye jiss sa app loss se chutkara hasal kar sakaty henn
      • #1218 Collapse

        agar ap forex main loss se chutkara chahte hain to is ke lie ap ko hard work karna hoga or ap ko market ko analysis kar ke hi trading karni hogi is tra ap ko market main loss nahi hota hai
        • #1219 Collapse

          Agar hum loss say bach kar trading karna chahty hay to ye bhi namumkin nahi hay bus humay forex trading ko us level tak learn karna chahiye keh hum esmain kam say kam loss karen.
          • #1220 Collapse

            forex ak profitable our useful busness hai is se hamy profit earn karny kaliye isy pehly bht learn karna hot hai is me trading ki practice bht important hai
            • #1221 Collapse

              yes ap ny sahi kaha hy lekin aisa kuch hi karty hen is mein ager ye hony lag jae to ap yakeen karo kisi ko bhi loss na ho ismein mehnat karo greed mat kaeo jo milta hy kam hi sahi trader close kar do.
              • #1222 Collapse

                Ap sahi keh ray hein kion k jb ham lalch se kam lein gy ya jazbati ho jain gy to ham koi behtr improve ni kar pain gy hamay koshish karni chaiye k soch samuj kar forex me apna kam karin aur apna tajrba is me hasil karty hoye is me tread karin
                • #1223 Collapse

                  dekhay sir agar humay loss say chutkara paana hai tu humay bhot sari learning karni parhay gii or humay apnay emotions ko control karna chahiyay or greed tu bilul bhi nahin karna chaiyay kiun kay greed humari sub say bari dushman hai
                  • #1224 Collapse

                    Forex trading men loss se bachne ke lye hamen apne emotions per qaboo pane ka tareeqa ana chahye. is ke lye hamen apne knowledge aur experience me izafa kerna ho ga jo ke hard working se hee mumkin he.
                    • #1225 Collapse

                      Bahi jan forex trading main humain agar earning karna hay to es kay liay humain apnay loss ko kam karna ho ga, and apnay greedy and emotional ko control karna ho ga, jes say hum loss kam kar saktay hain.
                      • #1226 Collapse

                        agar aap ko loss ho rha ha aur aap loss say bachna chahtay ho to is say bachnay ka aik hi tareeqa ha aur wo yehi ha k aap zyada say zyada trading skills hasil karay q k jitnii zyada aap k paas trading skills ho gi utnaa hi zyada aap ko faida ho ga so trading skills hasil kro aur earn kartay jao.
                        • #1227 Collapse

                          loss sa pecha chotana ka best tarika ha ka ap ko har chize ka bara ma pata hona cheia ka kaha invest krna ha or kaha ni krna...jab ap ko ais ka bara ma apata ho ga to ap thk jagha pa inesvtment kro ga or loss sa dore raho ga...
                          • #1228 Collapse

                            If you want, you are suecessful trader, then avoid emosion, greed, and urge. be patience and get profit
                            • #1229 Collapse

                              ap loss less kar saktay hy is ky liye learning kry aur forex ko sab kar saktay hay female bh kar sakti hay lekin un ko chayie kay woh lalach na karay aur loss say avoid karay kiyon kay yeh aik risk business bhi hay aur is mein loss bahot ziyada ho sakta hy beshk yeh aik profitable busines bhi hay lekin is ko seekhna lazmi hoga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                wo ese ke hamen apne loss ko accept karnaw hai , phir hi ham us se get rid ho payen gein , well, ap jitni galtiyan karte ho utnaw hi sekhte ho, q ke koi bhi shakhs jawb tak girtaw nahin he tu wo uthnaw nahin sekh pataw , isi liye chahiye k ap apni galtiun se apne ap ko nikharo or ek galti bar bar repeat karne k bajae ap us se kuch sekh k age barho , or kamiyab ho :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X