Have you ever thought about giving up trading in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Yeh to natural hota hy keh jab hamain buhat ziada loss ho jata hy to hum disappoint ho jatey hain aur isi situation main forex ko quit krney ka sochtey rehtay hain. Lekan jab hum relax ho jatey hain to phir yeh sochtey hain keh forex main loss hamari apni mistakes ki waja sey howa hy aur phir hum again trading start kr detay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Jab aap forex main continuously loss kr rahay hotey hain to aap disappoint ho jatey hain aur isi waja sey aap yeh sochtey hain keh forex ko chhor dain. Lekan jab hum sochtey hain keh hamain forex jaisa koi dosra business nahi milta to hum again is ko accept kr letay hain aur dobara forex trading start krna shuroo kr detay hain.
      • #48 Collapse

        Jab tak ap konis ka personaly ap konis ka experience nahi ho ga k ye kaya cheez ha or ye kab or kesy kaam karti ha tab tak ap is say apna kye kaam ko generate nagi kar skty han
        • #49 Collapse

          forex main losses to hote hi rehte hain lekin is ko leave karne k bajae is ko aor ziada mehnat se seekhna chaye aor practice karne chaye demo account pe taa k ham ko experience hasil ho aor ham achi trading kar sake
          • #50 Collapse

            ha g mery khyal main to jiss na forex per kam kia hai to mery khyal main to bohat mushkal hai k ham forex ko chore dain. q k forex aik nasha hai is agr baz okat ksi ko loss b ho jata hai to wo forex ko chorny ka nahe soch sakty yah or bat hai k ham apny mistake ko revise na karin
            • #51 Collapse

              mainay tu ab tak is business em kuch bi lost nai kiay hai kyu kay mainay apnay expert say yehi sekha tha kay is forex ki market ko asiay i join na kiay jikay baoljkay is ko pehlay achi taraha say samjh jiay aur is kayh rules ko fllow kiay jiay tu lahaza mainay aisay hi kiya
              • #52 Collapse

                forex man give up ki terminology ku bhool jana chahye ya tu forex ku join hi na kerain or ager kerty hain tu choornay ka ya bhagnay ka na soochain her haar her loss koi na koi sabak day jatti hai or girna hamesha kamyabi ki pehli seeri hai.
                • #53 Collapse

                  trading main loss or profit to hota he hay. is ka matalab yea ni hota k trading ko khatam kar dea jay. its a business but pher b agar ap log ahtyat k sath trading karo to loss ni ho ga or S.L money managment k sath lazmi seat karin
                  • #54 Collapse

                    Forex market mai loss rs waqat hotay hai jab hun es market mai begar learning aur planning my trade krtay hai. You es waqat humray loss bohat zada hotay hai.
                     
                    • #55 Collapse

                      ye sawal bohat dafa mind main ata hai jab ap ko continou loss ho raha tou tab insan sochta hai k is kam ko nahin karna chaye lakin mera khayal hai agar hum kisi b kam ko give up karny say pahly un factors k bary main sochain jin ki vja say hum ko loss ho raha hai tou hum loss say bohat had tak bach sakty hain or is say hum bohat koch seekh b sakty hain jo future main hamary liye bohat benifitial ho sakta hai
                      • #56 Collapse

                        maen nay dost loss to boht kia hai par main nay insta forex say withdraw bhe boht kai hai or main happy hoon us business choor nahe sagta hon our ye aik acha business hai
                        • #57 Collapse

                          perhlay pehlay meer sath asiay i hota tha kay tarde poe lost ho jata tha ikin ab is taraha say nai hota hai kyu kay trade pe mujay ab fadia ho raha hai mainay is businss me ab bohat i hadr worker ki taraha say is market ko learn kiya aur aj me kamiyab ho chuka ho
                          • #58 Collapse

                            har bussiness mein loss to hota hy or forex ka lose easily recover hoo jata hy is liye kabhi bi mery zehhn mein forex ko cchornny ka khayal nhi aya kio k mein is sy acha profit kama rha hn loss to hota hy pr i can recover it by next trade..
                            Mehnat Me Azmat hai
                            • #59 Collapse

                              hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur plane kar k hi hum sucess ho saky gay aur market main experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho saky gay aur market main sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Me ne aisa kabhi nae socha hai but kabhi kabhi aise situation a jati hai k insan majboor ho jata hai aur mere sath bhi yehe howa mera sara balance market me loss ho gya aur mere pas kuch bhi nae tha then me ne socha k me dobara se learning start karo ga aur again earning start karo ga market se but me ne himat nae haari...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X