Stop Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss
    Agar price humari trade kay mukhalif simat chalny lagy to humara balance kam hona shuru ho jata hay aur humari trades nuqsan main hoti hay es nuqsan ko aik had main rakhna chahiye es ko trade risk kehty hay trade risk kitna hona chahiye es kay mukhtalif tariqay hoty hay stop loss na ho to itna kam hona chahiye keh price ki zra si mukhalif simat main harkat say humara stop loss hit ho jaye aur trade close ho jaye aur na he itna ziada hona chahiye keh agar trend tabdeel ho jaye ya Retracement ho rahi ho to kafi nuqsan kay baad trade close ho jaye es kay liye Support / Resistance ko buniyad bnana behtar rehta hay ya pher pichli candle ki shadow aam tor par new traders ye samjhty hay keh akhir price waps aa jaye gi es liye wo stop loss nahi lagaty ye bohat badi hmaqat hoti hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    stop loss ko use kar kay market main kam karty hain to is say ye hota hay kay humain aik limit mil jati hay jis say ye hota hay kay ziada loss nai hota hay kun kay iye limit ko show karta hay jo kay market main di gai hoti hay so humain actice ho kar kay is ko choce karnaho ga ta kay ziada loss na ho sakay
    • #3 Collapse

      Stop loss aik trading tool hai pending order k under use hota hai hum apni trade me apne experience or analysis se is ko set kerte hain or is ki importance hai k yeh hum big loss ya account wash se safe kerti hai specially jin k capital small hon woh stop loss ko use kere take unka account complete wash na ho.
      • #4 Collapse

        stop loss ko use karty sakty hain is main ye hota hay aik limit mil jati hay jis ko humain lagna hota hay market main jab order ko place kia jata hay to is main ye hota hay kay humani profit b ho sakta hay or loss b ho sakta hay agr hum chahty hain kay humani apni mrze say ziada loss nai ho to stop loss use karty hain
        • #5 Collapse

          g stop loss lagany say hum market main kafi time trade ker sukty hain aur iss say hamara account itni juldi wash ni ho ga aur trade laga ker tension free ho jata h usy pata ha ager stop loss hit hua to mery account say itny dollar less ho jain gay aur pora account wash ni ho ga stop loss lagany say admi mently tor per satisfy rehta ha
          • #6 Collapse

            jab hum is main stop loss ko dykhty oye kam karty hain to is main agr ziada loss nai chchty hain to humain stop loss ko use karna hota hay jis say ye hota hay kay humain limti mil jati hay jis say ziada hum los snai hasil karty hain magr is kay liye humain analysis kar kay kam karna ho ga ta kay ziada loss na ho
            • #7 Collapse

              hum jab market main kam karty hain to is main stop loss ka b use karty hain jis say ye hota hay humain ziada loss nai hhota hay is main aik limit hoti hay jo ka lagai jati hay jis say market main aik limit kay sath humain loss ho ta hay is say ziada hum loss nai hasil kar sakty ahin yr stop loss ka assol hota hay
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                forex trdaing main stop loss bhi hmari money mangmnt karti hai es liye es main trdaing ki jay tu bhtr rahta hai r khas tor par hmain stop loss tab lgani hoti hai jub hmari trdading main loss k chances hun q k stop loss k bad hmari trdaing main loss ko lock kar diya jata hai jis se hmari trdaing main loss kam ho jta hai
                • #9 Collapse

                  forex trading main jub hmari tade loss main jati hai or hmaar balnce kam hony lag jata hai tu hmari trdaing main stop loss use kiya jata hai stopp losss ka yah faida hota hai k hmari tade main loss ka factor kam kar k lock ho jta hai jitna set kar diya jat hai otna he hota hai zeyda nahi es liye hmain apni trdaing main tsop loss ka use lazmi karna chahye
                  • #10 Collapse

                    stop loss ki waja se hi hamare paise loss hone se bach jte hai.
                     
                    • #11 Collapse

                      stop loss aisa tool ha jis se trading ap limit par rok jye gi aur trading wahi rok jye gi.
                         
                      • #12 Collapse

                        stop loss forex me lazam hota ha jis se ap trading ko limit kar sakte hai is se loss b kam hota hai.
                           
                        • #13 Collapse

                          Dear friends stop loss forex main bahut hi achi tool hay..jab stop loss laga k koi trade open kartay hain to loss anay pa kuch loss k bad trade khud say hi close ho jati hay ...aur ap ka account wash honay say bach jata hay aur ap forex main survive kar patay ho.
                          • #14 Collapse

                            Stop loss sy murand yeh hai keh jb hum koi trade open karty hain aur agar market reverse chali jati hai to phir trade automatically close ho jati hai jb market us price ko hit karti hai..is sy thora sa loss hota hai aur hum bary loss sy bach jaty hain...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              stop loss powerful tool ha jis trade se naqsaan ho ye wahi pe stop kar deta ha jis zeyada paise loss nhi hote lakin paise thoore loss hote he.
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X