Trading Plan
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear friend ye bat sahi ha ha k hamein forex trade mn jitna experience hota ha utna hamary leye forex aik asan trade bn jati ha Q k jitna hamein kisi cheez mn experience hota ha utna wo hamary leye asan bn jati ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      hna g ap ki bat thek hy is mn ap ki bat sy mn bhe agree hno kaun k jo kamyabi hy is ka sb sy bara daro madaar is ki planing per hy kaun k agar ap apni traiding sy pehly koi acha plan kr lny gy tu ap ko lazmi faida ho ga inshallah ....
      • #18 Collapse

        Pak forex mein wohi behtreen planner or wohi behtreen trader ho sakta hay jis k pass experience ho ga jis nay learn kia hoga or jo rules k mtabiq trade karta ho ga
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
          Kisi bhi kam ki kamyabi ka daromdar eski behtreen mansuba bandi par hota hay keh ye kam kyun kam aur kaisay kea jaye ga forex trading main es ki ahmiyat aur bhi barh jati hay trading plan sab say pehlay humary pass koi strategy honi chahiye demo account main en different stratgies ko azmaye maslan Moving average cross over Price action Bollinger Bands ya koi aur akhir hum kisi natejay par pohanchty hay keh konsi strategy humary liey behtareen hay Jo bhi hum ko achi lagit hay jo time frame use karty huway acha earn kar sakty hay risk management main kitnay percent hum ko suit karta hay kab trade main enter hona hay aur kab nikalna hay en sab ko likh lena chahiye aur sakhati say en par amal karna chahiye forex trading main army displine ki trha ka displine hona zaroori hota hay badqismati say traders ki aksiryat es aham mozo ki taraf twajo nahi daiti jis ki waja say lagatar nuqsan ka samna karna parta hay
          Mary khayal ma ager him logo NY ek kamyab trader bnana ha to is ky leya him logo ko mhnat krna ho ge or Trading sy phly planning krna ho gee jtni achi planning otna acha profit hasil kr skty ha
          Removed by Moderator.
          • #20 Collapse

            trading planning bohat zaroori ha kamyab karwata ha trading mei trading plan ye na ho tou loss ha hard work aor knowledge yeh sub ap main hona bohat he zaroori hai yeh baat samajh lein aor apney mind main daal lein us kay bad ap success kay baray main soch saktay hein aor ap kuch work kar kay is main kuch earning kay muqaam tak pohancah saktay hein.
            • #21 Collapse

              G han dear aap nay teak hai agr kisi bhi kam ko start krnay say phly agr us kam ke soch bichar ke jaiy utna hai acha hai aap ke trading es laiy zarori hai kay aap trading main strategy say work krain aur apnay capital ko mazeed krain aur analysis kr kay trading krain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                g haan bhai jan ham ko as main plan k mutabik hi trade karna chahiy hai q k as main hmara fyada hai aor as se hi ham ko fyda hogaa

                اب آن لائن

                Working...
                X