Trading Plan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Plan
    Kisi bhi kam ki kamyabi ka daromdar eski behtreen mansuba bandi par hota hay keh ye kam kyun kam aur kaisay kea jaye ga forex trading main es ki ahmiyat aur bhi barh jati hay trading plan sab say pehlay humary pass koi strategy honi chahiye demo account main en different stratgies ko azmaye maslan Moving average cross over Price action Bollinger Bands ya koi aur akhir hum kisi natejay par pohanchty hay keh konsi strategy humary liey behtareen hay Jo bhi hum ko achi lagit hay jo time frame use karty huway acha earn kar sakty hay risk management main kitnay percent hum ko suit karta hay kab trade main enter hona hay aur kab nikalna hay en sab ko likh lena chahiye aur sakhati say en par amal karna chahiye forex trading main army displine ki trha ka displine hona zaroori hota hay badqismati say traders ki aksiryat es aham mozo ki taraf twajo nahi daiti jis ki waja say lagatar nuqsan ka samna karna parta hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear frend ap ny bhot achi explan kiya hai planing ko or ye aik aisa qork hai jis mai planing ki bhot important hai agar hmari planing achi ho gi or hm mehnat sy kam kary gy to es mai koi shak nai k hm apne kam mai kamyab nai ho sakty or aik achi earning ka sab sy best tareqa hai planing.
    • #3 Collapse

      market main planing kar kay kam karna ho ga ta kay trade ko smjna humary liye asan ho sakay ism ain kafi mehnat say trade ko place karna ho ga is kay bad humain stratgy ka use karna ho ga own tested stratgy ka use karna b humary liye asan ho sakta hay hard work kar kay achy say kam karna ho ga
      • #4 Collapse

        Forex trading me planing k sath hi trading kerni chahye tab hi achi trading hoti hai means agar hum koi b kam bina soche samjhe or andaza kiye bina kere gey to us me mistakes ka chances ziada hon gey to is lye trading soch samajh ker planing k sath kere to trading me mistakes kam hon gi or new traders first plan kere then trading kere q k new traders planing k sath trading kam hi kerte hain or unki mistakes means losses un ko ziada hote hain.
        • #5 Collapse

          Assalam-o-Alikum friends ma new users ko batana chata hon k Forex trading main planning k sath trading ki boht zayada zarorat hoti ha warna us k bagair ap kuch nhi kar saktay forex ma
          • #6 Collapse

            jab b trade karty hain to is main humain planing kar kay market main kam karna ho ga jis ki help say market ko smjhnay main asan ho sakti hay so is main active ho kar kay kam karna ho ag or planing karnay say market main order ko place karna b kafi best ho sakta hay or stratgy ko bna kar kay kam karna ho ga
            • #7 Collapse

              trade main kam karty hain to is main planing kar kay hi humain kam karna ho ga jis ki help say humain market ko smjhna or is main kam karna asan ho sakta hay ismain trensd sko follow kar kay kam karna ho ga or stratgy ko use karna ho ga jis ki help say humain kam karna or ziada asan ho sakta hay
              • #8 Collapse

                market main humain planing kar kay achy say kam karna ho ga jis ki help say trade main kam karna ho ga jis ay market main ana ho ga is main hard work kar kay achy say ana ho ga trade karty hain to is main learning karny say or achy say kam karna ho ga or demo main plaing ki practice kar kay kam kar sakty hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  bhai jaan ap ki bat bilkual thek jo bhe kam kya jaye is mn sb sy pehly is ki pori infornation ho is k bad is full pratice karey or phr jo forex hy is karney k lye ap k sb sy pehly pori information ho phr is k bad is ko demo account pr pratice karey or is ka moqamal plan kr k is traiding start kry plan sy boht faida hota hy
                  • #10 Collapse

                    g bhai ap ny boht achi post ki hai or har bat biluk achi ki hai es liye main apki har bat par agree hun forex trdaing main jini hmari achi palning ho gi hum otni he achi trdaing kar skty hain es liye hmain chahaye k hum apni trdaing main palning ko jari rakhen q k jub hum palning karty hain tu hmari trdaing main risk ka factor kafi had tak kam ho jata ha
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
                      Kisi bhi kam ki kamyabi ka daromdar eski behtreen mansuba bandi par hota hay keh ye kam kyun kam aur kaisay kea jaye ga forex trading main es ki ahmiyat aur bhi barh jati hay trading plan sab say pehlay humary pass koi strategy honi chahiye demo account main en different stratgies ko azmaye maslan Moving average cross over Price action Bollinger Bands ya koi aur akhir hum kisi natejay par pohanchty hay keh konsi strategy humary liey behtareen hay Jo bhi hum ko achi lagit hay jo time frame use karty huway acha earn kar sakty hay risk management main kitnay percent hum ko suit karta hay kab trade main enter hona hay aur kab nikalna hay en sab ko likh lena chahiye aur sakhati say en par amal karna chahiye forex trading main army displine ki trha ka displine hona zaroori hota hay badqismati say traders ki aksiryat es aham mozo ki taraf twajo nahi daiti jis ki waja say lagatar nuqsan ka samna karna parta hay
                      hmaiin trading krny sy pehle proper plan bna laina chaye q k agar ham trading k liye plan nahi bnain gy to hamai market ka kuch pata nahi hoga or ham achi trade bhi nahi kr skain gy or hamain loss he hoga
                      • #12 Collapse

                        Dear friends, agar ap forex main kamyab trading karna chahtay hain to ap ko proper planning karni chaehay...es main ap ko daily ka target set karna chaheay aur us target say zeyada lalach nai karni chaheay nai to market reverse hony pa profit loss main change ho sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          my dear sir me apko ek baat kehna chahta hon k forex me sab se ek ye hi km krna hota hai k palning or us baad jald bazi na krna or km se apko ye chahye k big lot ni lga na or profit ko seva rakhna or analysis krna ye sab shamil hain treding me.......
                          • #14 Collapse

                            forex trdaing main kmayb hony k liye palning ki boht ahmiyat hoti hai es k liye hmain chahye k hum apni trdaing palning kar k trdaing karen jub hum planing k sah apni trdaing karty hain tu aik trah se hmari trdaing se risk ka factor kam hota haai or hmari trdaing main loss k cahnces bhi boht hoty hain es liye palning k tehat trdaing karni
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jab bhi ap trdae open kren us k oper pora plan set hona chaye is k illawa ap apny account ki worth k mutabiq aik plan set ker len phir us plan k mutabiq ap trade kren.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X