"Is demo account trading make our knowledge grow"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    Demo sa ma na dkha ha k log itna nhi skehty hian jitna k dhoky sa sekhty hain jab tak un ko dokha nhi milta ha matlab jab tak un ko loss nhi hota ha un ko pata nhi chalta ha k kya sahi ha or kya galt ha r kuch log tu loss k bad bhi nhi smajhty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      demo ke account se knowledge grow he kare gi ap ki is lye demo ka use jitna ho karen kiun ke demo account he ke zarye aap ko kamyabi forex ki mil sake gi bas mehnat karte rahen or practice zada se zada kar ke khud ko forex me kamyab karen .
      • #708 Collapse

        g han bhai g ap ke bat sahe hai demo account ko bnaya he ise leye gya hai tak ham log us par practise kare or khud ko us par expert kare ta k jab ham real main trade kare to live account main trade karte waqat hamy koi masla na hoi or hamy trade karne ka pata ho k kis trhan trad karne hai
        • #709 Collapse

          yes you are right. demo account hamain practice karnai k liye suggest kia jata hai is account sai hum trading skills seekhtai hain or jab hum seekh jate hain to hum real account main trading kersaktai hain dono account main fark yaihi hota hai k demo account main.
          • #710 Collapse

            g han dost yeah jo demo trading hoti hai bohat achi hoti hai is sy hum ko profit nahi millta but ways bohat milty hain kay kaise earning ki jai, is me loss nahi hai or knowledge berhta hai just practice kro ager possible ho jitni kr sako..
            • #711 Collapse

              absolutely right brother yeh baat to hakeekat hai ke demo account ke bagair ap kuch nahi ker sakte hai ager apne real account per work krna hai wo bhi proper way se to ap ko forex trading main Demo account use kerte rehna chahiye kiyun ke yeh ek behtareen source of learning hai jis se ap real account per professionally trading ker sakte hai
               
              • #712 Collapse

                g hann mere dost demo trading sy apka na sirf knowledge berhta hai balky apko loss b nahi hota ager ap demo kro to apko seekhny kay bohat moqy milty hain.
                • #713 Collapse

                  demo aik fake account hota hai is ko bahut ys loog kr rahy hain lekin practice k liye hi use kiajat ahai ye aik real account nahi hota hai is mein balance fake hai ap is ko withdraw nahi kr sako gy
                   
                  • #714 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                    With demo account, we can increase our trading quality, and because this is the best place for us to take learning and practicing, develop our trading system and get much experiences and at last we can make all we have gotten as best education, and also demo account is the best simulator which it follows the market with real time and so we will always know the market situation with correctly.
                    yes my dear brother aap ne bilkul sahi kaha hai forex mein ham demo acount create kar ky us per ham khoob practice kar sakty hein aur sath sath apni ghaltyiun par qaabu paaty huye forex k business ka behtreen knowledge gain kar sakty hein aur market ki situation ko jaan sakty hein
                     
                    • #715 Collapse

                      forex trading main jab ap demo account pee work karta haan tu ap ko bhot he zada faida hu huta ha 1st tu ye ka ap ka experience zada sa zada huta ha or 2nd ye ka ap ka forex ka bara main knowledge b zada sa zada hu jata ha.
                      • #716 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha is business se hm asani se apni knowledge me izafa kar skaty hain ye business aik asa business ha jis se hm success b ho sakty hain or is business se hm apna career b bana sakty hain is iliye ye best business ha or aik acha business ha
                        • #717 Collapse

                          yes demo trading humare knowledge ko grow karte ha kyun k jab hum demo pai kam kare hain to hum differents experiments karte hain aur un se humey bht kuch saikhne ko milta haa jis se humara knowledge main izafa hota haa
                          • #718 Collapse

                            Agar ap forex ke business mai new hai to ap ko demo account use karna bohat zarori hai yeh learning ka eham zarya hai aur is se ap ki knowledge bhi grow hogi aur yeh bohat hi useful hai maine bhi jub forex ka business start kiya tha to bohat zyada practice ki thi jis se muje bohat faida hua tha.
                            • #719 Collapse

                              g haan demo account ki knowledge sirf apko grow hi nahi kerti hai balke ap ko professional trader bhi bana sakti hai ager ap proper mehnat kesath kam karey kiyun ke Demo account or real account main difference sirf paiso ka hai kiyun ke demo main fake money hai baki sub real hai or real main her cheez real hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                gee haan bhai forex trading mein demo account boht faida deta he forex trading mein learning aur practice ke le sb se best zaria demo account hote he aur new trader demo account mein phle learning krte hien aur ache practice krne ke bad phr real mein kam krte hien

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X