kameyab traders ki qualities

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Je bhai apne jitne bhi qualities count krwai he aik acha trader banne k lie wo 110% thek hen or agar in main se koi agar aik per bhi amal nahi krta to wo kamyab trader nahi ban sakta or han wo log jo aik successfull trader banna chahte hen un k lie ye post blue print ka kam kr sakti he. In qualities ko apne ander paida kren to ap bhi kamyab ho sakte hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G han ap ki bat bilkul theek hay ap ne jo bhi aik ache aur kamuab trader ki qualites batai hay sab theek hay aik kqmiab trader tradibg karny se pehly in tammam baton ka khyal rakhta hay ji ao ne batai hay tabhi hum aik achi trade kar sakte hay
      • #18 Collapse

        Bhi ap ne Jo b qualities post kr hain I think that are the basic requirements of a good traders agr Ap kamyab hona chiety hain to in pr hamal Karna Boht zroori a aur is k sath agr Ap ik time mention kr ly k ye time m forex ko doo ga to mazeed ap progress kr skty hain
        • #19 Collapse

          Bhai jan ap ny bohat achy tareeqy sy kamyab trader ko define kia hy is ma koi shak nai k kamyab trader ma ye quality honi chaye bahar hal at the end trader ke kamyabi isi ma hy k us ko loss kam sy kam ho and wo overall profit ma rahy
          • #20 Collapse

            Bhai ap na jo point dia hain ya ak kamyab trading ka lya bohot zarori hain agr alp in points pr ammal kr lain tu life mai kabi bi nakam nahi hon gain balk ake kamyab trader bana gain laken in points pr amal krna ka lia experince lazmi hai tab ja kr in points ki implemnetation kr aakta hain thanks
            • #21 Collapse

              dear ap na jo qualities batain hain ya best hain ya qualities ak accha trader mai honi cahaya mai pahla khud market ko kafi time watch karna ka bad trade lagata hon ta ka loss na ho or agr bounuse tohra hai tu account wash na ho jaya is lia lot bi choti lagata hon stop loss bi use krta hon ya sub member ko krna cahya ta ka experience ka sath sath ak accha trader ban sakkain
              • #22 Collapse

                Kamyaab traders ki qualities ko aap ne bahut achay se bayan kya hai aur inn ko parh kar ab her banday ko aaj se hi yeh koshisih shru kar deni chahyea kay uss mein bhi yeh tammam qualities paida ho jain kay woh bhi kamyaab trader ki line mein shamil ho jaye
                • #23 Collapse

                  Zabardast brother aap ne boht experiencd aur nahayat achi information share ki hay agr ham is par amal karin to hamin boht faida ho sakta hy magar haqeeqat main jab ham trading start karty hein to ham sirf profit ko zehan par sawar kar layty hein is waja se ham trading kay main factors par tawaja nai day paty aur loss kar bethty hein..
                  THKS
                  • #24 Collapse

                    W Salam, Friend successful trader ki 10 qualities apny jo di hain wih sub successful hone k liye must hain ya kisi successful trader me must yeh sub qualities hoti hain means Forex trading koi easy place nai hai is me success hasil kerne k liye yeh sub qualities ko gain kerna hoga then successful trading ho sake gi.
                    • #25 Collapse

                      ji ma ap ki bat c agry karty hon forex ki trading me har chez ko watch karna hota ha agar ap k pas experience ha to ap trading main kamyab han or hamasha trading hame invest k hisab c karni chahiye or hame best time ka wait kar ke or good pairs per trading karni chahiye phir ham acha profit le sakty han
                      • #26 Collapse

                        je ap ke her bat bht zida achi hai hame her way se her chez ko watch krna chye ham log agar forex ke trading main best time dete hain or market ko watch krte hain trading with experience krte hain tu kam time main success kr skate hain es job main or planing or knowledge most important hai forex ke trading main experience ke bina ham log trading main success nh kr sakte hain
                        • #27 Collapse

                          bohat hi zada ashi infor share ki hai is tara say niay any valy trader is market main asha kaam kr saqty hain ik successful trader ki qualities kuch is tara say hoti hain.
                          1.sub say zada market kay analysis pay focus krta hai.
                          2.waqt ka paband hota hai.
                          3.market trend main trading ko krta hai.
                          4.leverage kay mutabik count kr kry order ko lagata hai.
                          5.lot size ko zada nahi laita hai.
                          6.free marign say trading krta hai.
                          7.money management pay focus sub say zada hota hai is ka.
                          is tara ki kuch cheezy hain jin ko demag main rakhny say hum profit kama saqty hain market say
                          • #28 Collapse

                            aik kamyab trader hamesha money management ke sath apne account ko le kar chalta hai jab tak aap ke pas trading psychology or money management ki achi or fully knowledge na ho aap kama kar kuch hasil nahi kar sakty hain is lye completely focused reh kar market ko samjhen is me kaam karna seekhen or jo dunya ke bare bare banks or trading companies ke financial managers jis tarha se trading karty hain us hisab se aap is business me kaam karen .
                            Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o
                            • #29 Collapse

                              kamyab traders forex trading main kamyaby hasil kernay ka lioa forex traders ko achy skill ki zaroorat hoty ha aur achy skill hasil kernay ka lia hum ko experience aur knowledge ki zaroorat hoty ha jo hum ko experience hasil kernay ka lia sub say ziada demo account say madid milty ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                apnay nay jitni bhi qualities batai hain ye aik kamyab trader aur trading ki zamanat hian. ager koe trader apnay ander ye qualities peda ker leta hay tu wo aik behtreen trader ban jata hay. boht say trader apny ap ko un asoolo per nahi chala patay jo uno nay khud apni trading strategy banatay howay banaye howay hotay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X